Q1. Qayamat ke qareeb aurton ki ________________ aur mardo ki ____________________ hogi.
Kasrat, qillat
Qillat, Kasrat
Q2. Asmaan se pathro ka barasna kya kehlata hai ?
Khisf
Maskh
Qazf
Q3. Jango mein mardo ki halakat ki wajah se kiski kasrat hojaegi ?
Bachon
Aurton
Budhon
Q4. Allah qayamat ke din unse kalam bhi nahi karega.
Aadi sharabi
Chor
Qata rehmi karne wala
Q5. Resham pehnna haram hai.
Aurton per
Mardon per
Dono per
Q6. Khisf ke azab se koun halak hoga ?
Gunahgar
Naik log
Dono
Q7. Insaan bura kam bhi naiki samjh kar karta hai uski kya wajah hai ?
Ilm ki kami
Amal ki kami
Infaq ki kami
Q8. Sone ka pahad kahan se zahir hoga ?
Daryae Neel
Daryae Furat
Daryae Dajlah
Q9. Islam ki ibteda _______________ se hui aur ye ______________ ki taraf hi palat jaega.
Mohabbat
Shafaqat
Ajnabiyat
Q10. Hadeeth ke mutabiq ajnabi koun log hai ?
La ilm log
Be amal log