Q1. Abdullah Bin Umar (ra) ka taluq :-
Muhajireen se
Ansaar se
Dono se
Q2. Abdullah Bin Umar (ra) ne apni walda Zainab Binte Mazoon ke force karne per shadi ki :-
Sahih
Ghalat
Hafsa (ra) ke kehne per ki
Q3. Unke bete jo bahut mashoor hoke bahut bade scholar bane :-
Asim Bin Abdullah
Salim Bin Abdullah
Urwa Bin Abdullah
Q4. Abdullah Bin Umar (ra) kis baat mein mashoor the :-
Aap (saws) ki perwi karne
Apne walid ki perwi karne
Abu Bakr (ra) ki itebah karne
Q5. Abdullah Bin Umar (ra) kasrat se ________________ karte aur ______________ rakhte.
Namaz
Namaz - roza
Ibaadat - roza
Q6. Log kehte Abdullah Bin Umar (ra) mazid _____________ rahe take hum unse sunnat ke tariqe seekhe.
Ibaadat karte
Zinda
Roza rakhte
Q7. Ek dafa khutaba dete huwe namaz ka waqt tang hogaya. Abdullah Bin Umar (ra) ne kaha tum padhate ho ya hum uth jaye. Wo shaks :-
Yazid
Mawiya (ra)
Hujaaj Bin Yusuf
Q8. Abdullah Bin Umar (ra) mein kya kya khoobiya thi :-
Kasrat se ibaadat karte
Tahajud kabhi na chodte
Bahut infaq karte
Sare khoobiya maujod thi unmein
Q9. "kya hi acha banda hai, roz raat mein kuch hissa namaz ke liye uthte" Aap (saws) ne farmaya :-
Abdullah Bin Umar (ra) ke bare mein kaha
Abdullah Bin Abbas (ra) ke bare mein kaha
Umar (ra) ke bare mein
Q10. Abdullah Bin Umar (ra) ki wafat _________________ saal mein ______________ hijri mein hui.
84-73
83-74
74-84