Q1. Imam Mehdi ki bayt ki jagh kya hogi ?
Safa aur Marwa ke darmiyan
Hajre Aswad aur Muqame Ibrahim ke darmiyan
Baytul Maqdas mein
Q2. Imam Mehdi ki khilafat ki mukhalifat ke liye lashkar kahan se ayega jo beda ke muqam per dhasa diya jaega ?
Shaam
Tehran
Damishq
Q3. Beda ke muqam per dhasne wale lashkar mein kitne admi bachenge ?
5
7
1
Q4. Imam Mehdi ki khilafat aur umoor khilafat kitne waqt mein te pajaege ?
2 din
1 hafta
1 raat
Q5. Imam Mehdi ka chehra kaisa hoga ?
Kushada peshani aur unchi naak
Kushada peshani aur chapti naak
Taang peshani aur unchi naak
Q6. Khalifa Mehdi ke zamane mein daulat ka kya haal hoga ?
Farawani hogi
Taangi hogi
Na farawani hogi na taangi
Q7. Isa (as) ke nuzool ke baad namaz Fajr ki imamat koun karenge ?
Isa (as)
Imam Mehdi
Imam Mehdi ke qareebi dost
Q8. "Mashriq se kuch log ayenge aur Mehdi ki hukumat ko mustakam karenge" Ye hadeeth ______________________ hai.
Sahih
Hasan
Zaeef
Q9. Dajjal ka khurooj kahan se hoga ?
Iran ke shehar Khurasan se
Iran ke shehar Tehran se
Iran ke shehar Yazd se
Q10. Dajjal __________________________ kafir likha hoga.
Ki dono ankhon ke darmiyan
Ke dono khandon ke darmiyan
Ki peet per