Q1. Munkireene hadeeth apne aap ko kya kehte hai ?
Ahle Quran
Ahle Hadeeth
Ahle Bayt
Q2. Dajjal ke paas _________________ aur ______________ honge.
Jannat - Jahanam
Paani - Aag
Dono jawabat sahi hai
Q3. Kiske hukum se zameen apne khazane ugal degi ?
Isa (as)
Imam Mehdi
Dajjal
Q4. Zuhoore dajjal ke baad imaan lana
Qabile qubool
Na qabile qubool
Q5. Adam (as) se lekar qayamat tak ka subse bada fitna :-
Zindagi ka fitna
Maut ka fitna
Dajjal ka fitna
Q6. Koun khas kar dajjal ke zuhoor ka intezar kar rahe hai ?
Musalman
Yahoodi
Isaai
Q7. Dajjal ka zamana pane walo ko kya hukum diya gaya hai ?
Usse na dare
Uska khul kar muqabla kare
Usse gurezkare (avoid)
Q8. Koun dajjal ke Makkah aur Madina mein dakhil hone se hifazat karege ?
Arab
Farishte
Q9. Fitne dajjal ki muddat kitni hogi ?
1 saal, 2 mah aur 2 hafte
1 saal, 6 mah aur 3 hafte
2 saal, 2 mah aur 2 hafte
Q10. Shehar Asfahan se kitne Yahoodi dajjal ka saath denge ?
30,000
50,000
70,000