Q1. Sawaliya andaz se baat bayan karne ka kya faida hota hai ?
Samne wala hoshiyar (alert) hojata hai
Samne wala bebas hojata hai
Samne wala sharminda hojata hai
Q2. Qayamat se pehle kitni jagah khasaf ke waqiat zahir honge ?
2
3
4
Q3. Jaziratul Arab mein khasaf kahan hoga ?
Madinah ke qareeb
Shaam ke qareeb
Urdun ke qareeb
Q4. Uske baad taubah qubool nahi hogi.
Maghrib se suraj tuluh hone ke baad
Dabbatul ardh ke zahir hone ke baad
Dono jawabat durust hai
Q5. Dabbatul ardh zameen se kis waqt niklega ?
Chasht ke waqt
Maghrib ke waqt
Zawwal ke waqt
Q6. Hadeeth :- Qayamat ke qareeb _____________________ ko gira diya jaega aur aag laga di jaegi.
Bayt ullah
Masjid Nabawi
Masjid Aqsa
Q7. Qayamat ke subse akhiri alamat kya hogi ?
Yemen se aag nikalna
Iraq se aag nikalna
Iran se aag nikalna
Q8. Hadeeth ke mutabiq log kis jagah ko chod kar apni pasandida jagaho per rehne lagenge ?
Misr
Shaam
Madinah Munawwara
Q9. Hadeeth : Qayamat ke qareeb _______________ koi na rahega.
Sach bolne wala
Roza rakhne wala
Hajj karne wala
Q10. Qayamat ki akhiri nishani aag logon ko kahan gher kar lejaegi ?
Makkah
Mehshar
Madinah