Shabana Rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

2593
1
0
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor mehr als 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST 4}

Frage 1 von 10

1

Q1: Ek Shakhs jisne aag jalayi aur usse maahoul roushan ho gaya...Roushni se kya murad hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Mohabbat

  • itaat

  • wahi

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2: Allah Tala unka Noor le gaya...Ye kaun log hain ?

Wähle eine der folgenden:

  • Kaafir

  • Awwal darje ke Munafiq

  • Dusre darje ke Munafiq

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3: Taiz baarish aur kadak mein kaano mein kaun log ungliyan daal lete hain ?

Wähle eine der folgenden:

  • Awwal darje ke Munafiq

  • Dusre darje ke Munafiq

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4: Jo log Roushni mein chal padte hain aur andhere mein ruk jaate hain ye kaun log hain ?

Wähle eine der folgenden:

  • Imaan na laanewale

  • Kamzor Imaanwale

  • Mazboot Imaanwale

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5: Logon ko kya challenge diya gaya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Rasoolon ko rokkar dikhaao

  • Quran ki tarah koi Surat le aao

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6: Jahannum ki aag ka indhan(fuel) kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Pahaad

  • But (Idols)

  • Insaan aur Patthar

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7: Kin logon ko khushkhabri di gayi hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 1) Imaan laanewalon ko

  • 2) Ache Aamaal karnewalon ko

  • 3) 1 + 2 dono sahi hai

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8: Allah tala kiski misaal dene se nahi sharmata ?

Wähle eine der folgenden:

  • Makkhi(A fly)

  • Machchar(A mosquito)

  • Makdi(A spider)

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9: Allah tala ke hudood ko todnewalon ke liye kya lafz istemaal hota hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Fasiqeen

  • Kaafirteen

  • Munafiqeen

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10: In Ayaat mein Faasiq ki kya nishani bataai gayi hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 1) Rishton ko kaat-te hain

  • 2) jhoot bolte hain

  • 3) 1 + 2 dono sahi hai

Erklärung