Q1. Maddad kaise talab karni chahiye ?
Sabr aur iman ke saath
Sabr aur namaz ke saath
Sabr aur amale saleh ke saath
Q2. Sabr ka badla kya hai ?
Jannat
Azmaish
Dunya ki niamate
Q3. Apne aap ko nafarmani se rokna :-
Imaan
Sabr
Dua
Q4. Sabr kis waqt per karna chahiye ?
Sadme ke awwal waqt per
Rone peetne ke baad
Sadme se pehle
Q5. Namaz kis per bhari nahi hai ?
Khashieen
Mudabireen
Qaniteen
Q6. Kitab se kya murad hai ?
Sharyat (ahkamat)
Ibadaat
Iklaaq
Q7. Bure azaab se kya murad hai ?
Aurton aur mardon ko zibah karna
Aurton ko zinda rakhna mardon ko zibah karna
Mardon ko zinda rakhna aur aurton ko zibah karna
Q8. Kis waqt bande apne rabb se zyada qareeb hota hai ?
Fajr
Tahajjud
Asr
Q9. Allah ne Bani Isreal ke shirk ko maaf kar diya. Kyun ?
Takey wo Allah ki ibaddat kare
Takey wo shukr ada kare
Unko dheel di
Q10. Uluma Bani Isreal kisko sazae dete the ?
Har ek mujrim ko
Nichle tabqe walon ko (lower class)
Unche tabqe walon ko (upper class)