Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-8}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 12/04/2018.

1493
0
0
Keine Merkmale angegeben
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-8}

Frage 1 von 10

1

Akhir kaar bani Israel ne kaisi gai zibah ki?

Wähle eine der folgenden:

  • Be-aib

  • aibdaar

  • gai zibah nahi ki

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Dil ki sakhti ko kis se tashbeeh di gai hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Pathar

  • Lohe

  • heere

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Dil ki kitni qismain batai gai hain?

Wähle eine der folgenden:

  • 2

  • 3

  • 4

Erklärung

Frage 4 von 10

1

عقلوهse kya muraad hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Janne ke bawajood

  • -Lailmi ki wajah se

  • Amal na karne ki wajah se

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Bani Israel ke aik shaks ka waqia bayan karke Allah tala kis aqiday ko wazeh farma raha hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Aqeeda-e-Risalat

  • Aqeeda-e-tawheed

  • Aqeeda-Ba'si-bad-Almaout (marne ke baad ji uthna)

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Ummiyun kis cheez ki pairwi karte hain?

Wähle eine der folgenden:

  • pukhta ilm ki

  • Quraan o sunnat ki

  • tammanao aur khawhishat ki

Erklärung

Frage 7 von 10

1

kin do wajoohat ki wajah se un per tabahi hai?

Wähle eine der folgenden:

  • kitab apne hatho se likhte hain aur ghalat fatwe de kar kamate hain

  • kitab apne hatho se likhte hain aur tawraat ko parhte nahi hain

  • -Tawraat ko na parhte hain aur na amal karte hain

Erklärung

Frage 8 von 10

1

gunnaho per israar karne ke peeche un ki kya sooch hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Hum ko aag bus chand din chuwe gi

  • -Qayamat qaim na ho gi

  • Marne ke baad hum mitti hojaigi

Erklärung

Frage 9 von 10

1

سيئة se muraad kaise burai hai jo aag mein jane ka bais bane gi ?

Wähle eine der folgenden:

  • shirk

  • buraion mein ghir jana aur wapis nahi palatna

  • both options

Erklärung

Frage 10 von 10

1

amal e saleh ki do sharait kya hain?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah ke khatir ho aur Muslaman ho

  • -Musalmaan ho aur sunnat ke mutabiq ho

  • Allah ke khatir ho aur sunnat ke mutabiq ho

Erklärung