Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

1229
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-14}

Frage 1 von 10

1

Q1. Apne bete ki tarah Nabi (saws) ko pehchante the ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Yahoodi

  • Madinae wale

  • Makkah wale

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Sabse badi naiki kya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Naikion mein sabaqat karna

  • Qible ki taraf rukh karna

  • Farz ibadaat

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Allah kin logon ka zikr farishton ke samne karta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Naik log

  • Shukar ada karne wale

  • Allah ka zikr karne wale

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Kin logon ke liye Allah apne niamat tamam karega ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Imaan wale

  • Allah se darne wale

  • Amal e saleh karne wale

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Kis ke zariye maddad magne ko kaha gaya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sabr aur namaz

  • Sabr aur zakat

  • Namaz aur zakat

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Kin logon ko murda kehne se mana kiya jaraha hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Shuhuda

  • Anbiya

  • Saleheen

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Jab koi musibat puhanchti hai toh kya kehna chahiye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Alhamdulilah

  • Subhan Allah

  • Inna lillahi wa inna illahi rajioon

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Kon log hai jin per Allah salamti aur rehm bhejta hai aur yehi log hidayat yafta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sabr karne wale

  • Naik amal karne wale

  • Namaz padhne wale

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Sha'ir Allah kya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jinhe dekh kar Allah yaad aye

  • Jo Allah ki yaad se ghafil karde

  • Allah ke bandon ko nafa puhchana

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Jo kuch Allah ne nazil kiya hai jo log usse chupate hain un pe Allah aur _____________________ ki lanat hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Momineen

  • Malaikah

  • Sab lanat karne walon

Erklärung