Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

1049
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-15}

Frage 1 von 10

1

Q1. Quran mein bayan ki gai Allah ki qudrat ki nishanion se aqal wale kya hasil karte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sciency maloumaat

  • Allah ki marifat

  • Apni takhleeq ki haqeeqat

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Allah se muhabbat mein kon log shadeed hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Aqal wale

  • Imaan wale

  • Ilm wale

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Mushrik ghair Allah se kaisi muhabbat karte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jaisi Allah se karni chahiye

  • Jaisi Allah ke bando se karni chahiye

  • Jaisi apne maa baap se karni chahiye

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Soofiyon ke nazdeek kai kai din bhooka rehna taqwe ki alamat hai :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Shaitan kiska hukum deta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Burai

  • Fahashi

  • Burai & Fahashi

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Log apne aba o ajdad ki andhi taqleeq kyu karte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Daleel aur ilm ki kami

  • Takabur aur hasad

  • Muhabbat aur shukr guzari

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Shukar ka aala darja :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Amal e saleh

  • Zabaan ka iqrar

  • Dil mein ehsas

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Allah ne humare liye zyada cheezon ko khane ke liye haram aur bahut kam cheezon ko halal kiya hai :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Wo kounse janwar hai jinka murdar bhi halal hi hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Machli aur Tiddi

  • Machli aur Murghabi

  • Tiddi aur Ababeel

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Niamato ke ________________________ se niamato mein izafa hota hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Shukar

  • Fakhr

  • Zikr

Erklärung