Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

1207
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-16}

Frage 1 von 10

1

Q1. Shiqaq ke ma'ane :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Dushmani

  • Sakhti

  • Marz

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Sadaqah dene ke liye humein kya tarteeb batai gai hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Rishte daar, yatama, masakeen

  • Yatama, masakeen, rishte daar

  • Rishte daar, masakeen, yatama

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Lachak kis mein hoti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Muhsineen

  • Momineen

  • Sabireen

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Lipat kar na mangne wala :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Yateem

  • Sahileen

  • Miskeen

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Aye aqal walon qasas mein _________________ hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Taqwa

  • Behtari

  • Zindagi

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Yateem wo hota hai jo ________________________ ho aur uska baap mar jai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Baligh

  • Na Baligh

  • Dono sahih hain

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Kisi ko museebat/qarz se nikalna :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Saeleen

  • Gardan churana

  • Wabnis sabeel

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Musafir ko sadqa dene ke liye zaroori hai ke wo apne ghar mein bhi miskeen ho ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Kisi ke saath waise hi sulook karna jaise usne kiya hai :-

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Maaf karna

  • Jaisi karni waisi bharni

  • Qasas

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Maut se pehle warison ke haqq mein waseehat karne wali ayat ______________________ hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Mansookh

  • Ghair mansookh

Erklärung