Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

985
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-18}

Frage 1 von 10

1

Q1. Allah ko subse zyada napasandida koun hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sabse zyada jaghralu

  • Sabse zyada ziddi

  • Sabse zyada jhoota

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Agar koi shaks 12 zil hijjah ko Mina se wapis jana chahta hai toh usko kis waqt Mina se nikalna chahiye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Suraj ghuroob hone ke waqt

  • Suraj ghuroob hone se pehle

  • Suraj ghuroob hone ke baad

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Kis ibadat mein tamaam ibadat jama kardi gai hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hajj

  • Namaz

  • Roza

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Kis cheez ko zameen per fasad kaha gaya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Nasal ko khatam karna

  • Kheti ko khatam karna

  • Dono jawab durust hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. "Islam mein pure ke pure dakhil ho jao" se kya murad hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zahiri huliya Islam ke mutabiq ho

  • Ibadat karna zyada se zyada

  • Mukammal shariyat ko follow karna

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Kis cheez ki misaal se ibrat hasil karna behtar hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zinda qaum

  • Isaar e qadeema

  • Dono jawab durust hai

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Makkah se hijrat karne wale kis sahabi ke barey meinRasool Allah (saws) ne farmaya ke "tumne achi tijarat ki" ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Suhaib Roomi (ra)

  • Abdur Rahman Bin Auf (ra)

  • Abdullah Bin Salaam (ra)

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Allah kis ka rizq faragh karta hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kafiro ka

  • Musalmano ka

  • Jisko wo chahta hai

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Ilm ke bawajood inkar ki wajah kya hoti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Takabbur

  • Hatt dharmi

  • Dono jawab durust hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Kis sadqe ko chupa kar dena chahiye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zakat

  • Nafli sadqaat

  • Ghar walon per karch karna

Erklärung