Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

786
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-23}

Frage 1 von 10

1

Q1. Bani israel ka khalifa kon hota tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Unka nabi

  • Unka sardar

  • Unka alim

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Dawood (as) ki biwi kiski beti thi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Taloot

  • Jaloot

  • Shamoeell (as)

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Takoot ko leader na manna, Bani israel ke kis rawaiyye ko zahir karta hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Qaum parasti (nationalism)

  • Mada parasti (materialism)

  • Khandan parasti

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Ilm, Taqwa, taqat aur zahanat kis ki qualities batai gai hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ideal teacher

  • Ideal leader

  • Ideal friend

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Saccha leader khud se ohday ka khuahishmand hota hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Zalim ka hath rokne wala aur mazloom ka sath dene wala hi dar haqeeqat ___________hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Taqatwar

  • Ilm wala

  • Amal wala

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Dushman se muqablay ki surat mein peeche na hatne wala kon hota hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ilm wala

  • Zaheen

  • Sabit qadam

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Taboot e sakina wapis miljana kis baat ka suboot tha ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Taloot ko leader muqarrar kia jana

  • Dawood (AS) ki nabowat

  • Shamoeell (AS) ki nabowat

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Piaas bardasht karny walon ki tadat kis ke barabar thi ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Gazwa-e-Ohud me muslamano ki tadat ke barabar

  • Gazwa-e-Badr me muslamano ki tadat ke barabar

  • Gazwa-e-Tabuk me muslamano ki tadat ke barabar

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Sabit qadam rehny walon ne sabr ke liye kya dua ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hamary andar sabr paida kar

  • Hamary dilon mein sabr paida kar

  • Hum par sabr undayl de

Erklärung