Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafseer of Surah Baqarah

855
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 6 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH BAQARAH {TEST-25}

Frage 1 von 10

1

Q1. Rasool (saws) ne Talha (ra) ki tareef kyun ki ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Unhon ne behtarein mehmaan nawazi ki

  • Wo dulatmand the

  • Wo bohat mazaq karte the

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Q2. Jannat kaisa bagh hai ? (laghwi mane)

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jiske darkht behtareen ho

  • Jiske darkht lambe ho

  • Jiske darkht zameen chupa lein

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Q3. Aik shaks ka zirya e mash (source of income) aik bagh ho aur burhape mein wp khatam hojae. Ye kiski misaal hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Riyakaar

  • Kanjoos

  • Fazool kharch

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Q4. Kiske haqq mein farishte dua karte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Maaldaar

  • Kharch kerne wala

  • Muflis

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Q5. Sunnat e Rasool (saws) ke liye Quran mein kiya lafz aya hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hadees

  • Qaul

  • Hikmat

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Q6. Khair e kaseer kisko milti hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jisko hikmat ata huwi

  • Jisko halal rozi ata huwi

  • Jisko naik dost mile

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Q7. Nazar maanna kaisa hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pasandida

  • Na pasandida

  • Na jaiz

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Q8. Kaise sadaqaat dekh kar dena chahiye ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zakat

  • Nafil sadaqat

  • Qarz

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Q9. Allah ka chehre se kya murad hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah ki raza

  • Allah ka didaar

  • Dono jawab durust hai

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Q10. Nafil sadaqaat ghair muslim ko bhi diye jasakte hai ?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung