Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF { TEST-8}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 11/01/2019.

1718
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 6 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF { TEST-8}

Frage 1 von 10

1

Azka ka kya maa'na hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pakeeza

  • Halaal

  • Bohot zyada pakeeza

Erklärung

Frage 2 von 10

1

As'hab-e kahf behs o mubahise mein pad gaye ke woh kitna soye hain

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Agar hum haq per hon to hamein apne aap ko prove karne ke liye khoob behs karna faidemand saabit hota hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 4 von 10

1

As'hab-e kahf ne kya zaad e raah saath liya tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Chaandi ke sikke

  • Khana

  • Hathiyaar

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Momin _________ hota hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Seedha/bewaqoof

  • La parwah/careless

  • Chaukanna/careful

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Achha mazedaar khana taqwa ke khilaaf hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Bazaron mein khana halkepan (low character) ki alamath hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Eisaayi hone ke bawajood log us daur mein kis falsafe ke zer-e-asar the?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Yunani

  • Arabi

  • Europi

Erklärung

Frage 9 von 10

1

"Aaqirat qaayam nahi hogi" is baat ki daleel Taurat se kaun deta tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Eisaayion ka ek tabqa

  • Yahoodiyon ka ek tabqa

  • Mushrikeen ka ek tabqa

Erklärung

Frage 10 von 10

1

As'hab-e kahf waapis apni millat mein laut jaane ko kehte hain ke hum ___________ na payenge

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Falah

  • Rizq

  • khushi

Erklärung