Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-11}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 01/02/2019.

1494
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 6 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-11}

Frage 1 von 10

1

Duniya ko hi sab kuch samajhna / duniya pe bharosa karna

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Shirk

  • Gunah

  • buri baat

Erklärung

Frage 2 von 10

1

''Tabida" ke kya ma'ane hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Barbad

  • Hara bhara

  • Khubsurat

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Baagh ke malik pe kis ne zulm kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah swt

  • Farishton ne

  • Us ne khud

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Jo duniya mein nawaza jata hai wo aakhirat mein bhi nawaza jayega.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Baagh ke malik ka akhirat ke bare mein kaisa rawaiya tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sanjeeda (serious)

  • Bahot zyada sanjeeda

  • Tamaskhurana (non serious)

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Duniya mein nawaza jaana kis baat ki alamat hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah ki aazmaish

  • Allah ki razamandi

  • Bande ka nek hona

Erklärung

Frage 7 von 10

1

"Ana" (ego) ka lafz kis ne sab se pehle istemaal kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Shaitan

  • Insan

  • Farishte

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Baagh ke malik ko Allah swt ne kitne aur kaise baagh se nawaza tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 2 bekaar baagh

  • 2 behtareen baagh

  • 1 shandaar baagh

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Baagh ke malik ne kya gumaan kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Duniya hi ki tarah aakhirat mein bhi nematen milengi

  • Duniya se behtar aakhirat mein nematen milengi

  • Duniya hi ki tarha aakhirat mein nematen nahi milengi

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Baagh mein paani dena kaise aasaan tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Barish khoob hoti thi

  • Baagh mein hi naher thi

  • Aas paas pani maujood tha

Erklärung