Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-12}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 08/02/2019.

1696
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor fast 6 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-12}

Frage 1 von 10

1

Allah SWT Quran mein na shukri ko kya farmata hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kufr

  • Buri adat

  • Gunah

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Duniya mein hamein neimatain kis wajah se milti hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Hamari qabliyat

  • Allah ka fazal

  • Dono options sahi hain

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Kis ko apni qabliyat ke ghuroor ki wajah se zameen mein dhasa diya gaya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Namrood

  • Qaroon

  • Firoun

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Apni naimaton ko lazawal samajhna?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kufr ki qism hai

  • Nashukri hai

  • Biddat hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Momin shaks baagh ke malik ki kis baat pe chup na reh saka?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jab baagh ke malik ne us ki tazleel ki

  • Jab baagh ke malik ne apni badhai ki

  • Jab baagh ke malik ne Allah ka kufr kiya

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Baagh ka malik kis ka munkir tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah ki zaat ka

  • Akhirat ka

  • Both

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Jaza saza ka inkari Allah ki kis sifat ka inkaar karta hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Adal

  • Karam

  • Fazal

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Ma sha Allah, La quwwata illah billah kab kehna chahiye?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Achi cheez dekh kar

  • Buri cheez dekh kar

  • kisi ko takleef mein dekh kar

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Allah jis per meherbaan hota hai us ko us ke kiye ki saza duniya mein nahi deta

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Baagh ke malik ne kab apni islah ki?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Khush hali mein

  • Momin ke samjha ne ke baad

  • Baagh ke ujad jane ke baad

Erklärung