Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-13}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 15/02/2019.

1279
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-13}

Frage 1 von 10

1

Fakhtalata ka kya matlab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Mila jhula dena

  • Reza reza karna

  • Chupi cheez ka bahar nikalna

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Amal-e saleh ki qubooliyat ke liye 'imaan' laazmi shart nahi hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Nabata ka kya matlab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zameen se nikalnewali fasal

  • Sharik karna

  • Chura chura hona

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Hashiman ka kya matlab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Reza reza karna

  • Jawaani

  • Imaan

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Nabataat ki misaal kis ke liye di gayi hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Insaani zindagi

  • Amal-e saleh

  • Imaan

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Allah (SWT) ko kis umar ki ibadat zyada pasand hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jawani

  • Budhapa

  • Bachpan

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Baqiyaat-us-salehaat

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah ki ibadat

  • Masjid,madrasa banwana

  • Both the options

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Baarizatan ka kya matlab hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Chupi cheez ka bahar nikalna

  • Baadalon ka bikharna

  • Tukde tukde hona

Erklärung

Frage 9 von 10

1

In ayaat mein qayamath ka manzar kis tarha pesh kiya gaya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Pahaadon ka chalna

  • Zameen ka sab kuch ugal dena

  • Both the options

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Maal aur aulad ko kya kaha gaya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Zeenat-ul-hayat-ud-duniya

  • Baaqiyaat-us-salehaat

  • Walayat-ullah

Erklärung