Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-18 }, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 22/03/2019.

802
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-18 }

Frage 1 von 10

1

________ ke salam karne par ________ hairan hue aur kaha ke tumhare mulk mein salam kahaan se aya.(yani salam ka rivaj to tumhare mulk mein nahi hai.)

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Moosa AS, Khidhar AS

  • Khidhar AS, Moosa AS

  • Moosa AS, Youshe bin Noon AS

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Ilm hasil karne ke liye ______ zaroori hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sabr o istiqamat

  • Mantaq (logic)

  • Behes

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Khizar AS , Moosa AS ko kis shart par apne saath rakhne ke liye aamada hue?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Sawal na karne

  • Chup rehne

  • Da'awat karne

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Kis sahabi ne ek hadith sunne ke liye ek maheene ka safar tay kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jabir Bin Abdullah

  • Osama Bin Zaid

  • Huzaifa Bin Yamaan

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Moosa AS ka Khizar AS se ilm hasil karna kis ki ahmiyat ko zahir karta hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ustaad

  • Walidain

  • Dost

Erklärung

Frage 6 von 10

1

100 qatl karnewale shaqs ke saat Allah ne kya ma'amla kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Use maaf kardiya

  • Use maaf nahi kiya

  • Uspe gazab nazil kiya

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Moosa AS ne Khizar AS se baqaida ijazat li ke wo unke saath rehkar ilm hasil karen?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Khizar AS ko jo ilm diya gaya tha use Quran me kya kaha gaya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Rushd

  • Ilm ul ghaib

  • Ilm ul Kabeer

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Classroom mein bait kar seekhne aur ghar par seekhne me koi farq nahi

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Ilm e nafa'e us waqt hi hasil hosakta hai jab kisi _______ ustaad se liya jaye.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Rushdwale

  • Mashoor

  • Jaan pehchanwale

Erklärung