Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF { TEST-19 }, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 29/03/2019.

659
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF { TEST-19 }

Frage 1 von 10

1

Ustaad ko,shagird ko bata dena chahiye ilm ke raste mein jo mushkilaat anewali hon

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Khizar AS ne kashti ke saat kya mamla kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Uska ek takhta nikaal diya

  • Uski kharabi sahi kar di

  • Usko saja diya (decorate)

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Khizar AS ne Allah swt ke aur apne ilm ko kis se tashbi di?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Samundar aur chidiya ki chonch ke pani se

  • Darakht aur uske patte se

  • Kitab aur uske ek lafz se

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Diwaar ke saat Khizar AS ne kya mamla kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Giraa di

  • Unchi kar di

  • Marammat kar di (repair)

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Basti walon ne Khizar AS aur Musa AS ki behtareen dawat ki

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Musa AS aur Khizar AS ne jis kashti par safar kiya wo kis ki thi?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Badshah

  • Khizar AS

  • Miskeen logon ki

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Kashti ke malik kaise the?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Tang dil

  • Khule dilwale

  • Gunahgaar

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Jis naujawan ko Khizar AS ne qatl kiya uske walidain kaun the?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Momin

  • Kafir

  • Gunahgaar

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Umme Sulaim RA aur Abu Talha RA ne kis baat pe sabr kiya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Maal ke nuqsan pe

  • Bete ki maut pe

  • Bimari pe

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Khizar AS ne jab Musa AS ko kaha ke ab hum mein judai hoti hai to Rasool Allah SAW ne kya farmaya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Agar Musa AS sabr karte to hum ko kuch aur waqiyaat ka pata chalta

  • Khizar AS ko aisa nahi kehna chahiye tha

  • Musa AS bahot jaldbaaz the

Erklärung