Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST- 22}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 19/04/2019.

1098
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST- 22}

Frage 1 von 10

1

Surah Kahf me Zulqarnain ki kitni muhimaat (explorations) ka zikr hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 2

  • 3

  • 4

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Zulqarnain ka guzar jin do qaum per hua, un mein se pehli _________ aur doosri _________ thi

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • mushrik, gheir muhazzib (uncivilized)

  • uncivilized, civilized

  • civilized, mushrik

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Zulqarnain ne yajooj majooj se bachne ke liye diwaar banane ke liye, qaum se tax wusool kiya

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Zulqarnain qaum ki madad is liye na kar saka kyunke wo qaum bolna nahi janti thi.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 5 von 10

1

_____________ ne Khalid bin Waleed R.A ko sippa salaari se maazool (retired) kar diya kyunke logon mein ye khayal paida hota ja raha tha ke jis jung mein sippa salaar Khalid bin Waleed R.A hon, musalmaan wo jung nahi haar sakte

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Umar R.A

  • Abu Bakr R.A

  • Usman R.A

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Yajooj majooj ka zikr Surah Kahf ke ilawa kis surah mein aya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Surah Ambiya

  • Surah Yaseen

  • Surah Baqarah

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Yajooj majooj kab niklenge?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Dajjal ke zahoor ke baad

  • Dajjal ke zahoor ke waqt

  • Dajjal ke zahoor se pehle

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Isa A.S ki bad dua ke nateeje mein yajooj majooj kis bimari se mar jayenge?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • gardan mein keede padhne se

  • peit mein keede padhne se

  • dimagh mein keede padhne se

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Zulqarnain ne qaum ki madad ke liye in se kya maanga?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Man power

  • Wealth

  • Ohda

Erklärung

Frage 10 von 10

1

In mein se kounsi khoobi Zulqarnain ki nahi hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Wasail (resources) ka sahi istemaal na karne wala

  • Adil badshah

  • Logon se unki salahiyat ke mutabiq kaam lene wala

Erklärung