Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Tafsir Surah Kahf Quiz am TAFSIR SURAH KAHF {TEST-23}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 26/04/2019.

1031
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 5 Jahre
Schließen

TAFSIR SURAH KAHF {TEST-23}

Frage 1 von 10

1

Akhsarein ka mane kya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Nuqsan utanewale

  • Nuqsan denewale

  • Sab se badh ke nuqsan utanewale

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Kaun log aamaal ke hisab se bahot bada nuqsan utanewale hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Jin ki saari koshish duniya ke liye hai.

  • Jo deen aur duniya ko saat saat lekar chale

  • Jin ke liye deen hi sab kuch tha

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Kin ke liye jahannum bataure mehmani hogi?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kafireen

  • Kazibeen

  • Mushfiqeen

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Hadees ka mafhoom: Ibn e Adam ke paon hil bhi na sakenge jabtak ke wo kitne sawalo
ke jawab na de den?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • 5

  • 4

  • 3

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Jin sawalon ke jawab diye baghair Ibn e Adam ke paon hil bhi na sakenge un mein se 2 sawalaat kis bare mein hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Waqt

  • Namaz

  • Ilm

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Aamaal ka daro madaar kis pe hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Niyat

  • Mehnat

  • Natije

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Qubooliyat e aamaal ke liye kaun si do sharayat (conditions) lazim hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Ikhlaz aur sunnat ke mutabik hona

  • Ikhlas aur mehnat

  • Mehnat aur amal e saleh

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Abu Hurairah RA kis bare mein hadees sunate huwe behosh hogaye?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Riyakari ke bare mein

  • Benamazi ke bare mein

  • Gussa karne ke bare mein

Erklärung

Frage 9 von 10

1

KIn logon ke liye mizaan hi na rakha jayega?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Kafireen

  • Mushfiqeen

  • Kazibeen

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Hum kis hi tarif bayan kar hi nahi sakte?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • Allah SWT

  • Muttaqeen

  • Mohsineen

Erklärung