Q1) Aaj insan us qabil ho chuka hai ki qaaynaat ke har hisse ka ilm haasil kar chuka hai.(multiple answers)
Insaan ka ilm mehdood hai
Insaan ko dur-daraaz ki galaxies ka muqammal ilm hai
Insaan bebas hai
Insaan powerful instruments bana chuka hai
Q2) Allah tala farmaata hai ki mera __________ mere __________ per chaa gaya hai
Reham, Ghazab
Ghazab, Reham
Ghazab, Bandon
Ghazab, Aasmanon
Q3) Kiske iraade per uska ajar likh diya jaata hai ?
Buraai
Neki
Buraai aur Neki
Gunaah
Q4) Shaitaan kahan Mandlaata rehta hai ?
ilmwalom ke ird-gird
Bure logon ke ird-gird
La-ilm logon ke ird-gird
La-shaoor logon ke ird-gird
Q5) Tahajjud ka pukka irada karke uth na sakne waale le liye.....
Tahajjud ka ajar likh diya jaata hai
Sakht gunaah hai
Allah naraaz hota hai
Susti ki alamat hai
Q6) ilm kabhi kabhi....
Takabbur mein mubtala kar deta hai
Riyakari karwata hai
Duniya,Maal-wa-mata ki khwahish paida karta hai
All of these
Q17) Mafateeh-al-Ghaib kaunsi baat hai ?
Baarish ka nuzool, Reham-e-maadar mein palnewaala bachcha
Aainda kal mein pesh honewaale waqyaat
Maut kab aur kahan aayegi
Q8) Nekiyaan karte rehne se kya faayda haasil hota hai ?
Aisa shakhs kabhi gunaah nahi kar sakta
Log qadr ki nigaah se dekhte rehte hain
Aisa shakhs sahi-al-aqeedah hota hai
Mazeed nekiyon ki tawfeeq milti hai
Q9) Lalach ka opposite kya hai ?
Kanaat
Befikri
Apne kaam se kaam rakhna
Nashukri
Q10) Laalchi aadmi ka pet Hadith ke mutabiq kis cheez se bharta hai ?
Mazeed Maal se
Qabr ki mitti se
Koi bhi cheez nahi bhar sakti
Khwahish per qaabu paane se
Q11) Istawa-ala-alarsh ka maani poochnewaale ke saath Imam Maalik(RH) ne kya maamla kiya?(multiple answers)
Farmaaya ye sawaal Biddat aur gumraahi hai
Tafseel se usko samjahaya
Usko majlis se nikaal diya
None of these
Q12) Zubaan latkaana kis cheez ki alaamat hai ?
Thakan(Tiredness)
Lalach(Greed)
Fakhr(Arrogance)
Mazaq udana
Q13) Kya cheez Insaan ko bachaati hai ?
ilm
Amal
Buraaiyon se bachna
Allah ka fazal
Q14) Is Ayat se Aap kya samjhae ki hamari zindagi ka maqsad-e-aala kya hona chahiye ?(Para no 9)
Ziyada se ziyada ibadat karna
Duniya se shirk ka khatma karna
Ek dusre se ehteraam se pesh aana
Ziyada se zyada khidmat-e-khalq karna
Q15) Nusuki ka kya matlab hai ?(multiple answers)
Eid-al-Adha ke roz Qurbani karna
Tamaam ibadaat karna
Muhabbat wa ihtiraam se pesh aana
Har wo kaam jo Allah ki khatir kiya gaya ho