Q1) Jannat-e-Adn ki kya khaas baat bataai gayi hai ?(Multiple answers)
Ye bohot khoobsurat hai
Ye Jannatiyon ke kareeb le aayi jayegi
Usko khud Allah tala ne apne haath se tameer kiya hai
Uske neeche Nehrein behtee hain
Q2) Mushrikeen-e-Makkah ke kis sawaal ke jawaab mein Allah tala ne Surah Yusuf naazil ki ?
Bani Israeel Kanaan kaise pohnche ?
Bani Israeel Misr kaise pohnche ?
Bani Israeel Madinah kaise pohnche ?
Yusuf(AS) kaun the ?
Q3) Ghazwa-e-Uhud mein shikast ki badi wajah kya thi ?
Allah ki nafarmaani
Rasool Allah(SAW) ki nafarmaani
Bughz wa Keena
Takabbur
Q4) Sultan Salah-ad-din Ayyubi ne Bait-al-Maqdis ko fatah karne ke liye kis waqt ka intekhaab kiya ?
Ramadan ka pehla Ashrah
Ramadan ka doosra Ashrah
Ramadan ka aakhri Ashrah
Arafah ka din
Q5) Jab bhaiyon ne Yusuf(AS) ko pehchaan liya to kya kaha ?(Multiple answers)
Allah ne humko strong group banaya
Allah ne tumko humper fazeelat di
Hum khatakaar the
Hum Khatakaar na the
Q6) muttahid rehne ke liye sabse zaruri kya hai ?
Tohfe(gifts) diye jaayein
Nawaafil ki adaaigi
Allah aur uske Rassol(SAW) ki itaat
Aapas meim mel-jol
Q7) Yusuf(AS) ke Qisse ko kya kaha gaya hai ?
Ajeeb Qissa
Behtereen Qissa
Na qabile yaqeen qissa
Sabaq aamoz qissa
Q8) Surah Al-Anfaal aur Surah At-Taubah mein kin Ghazwaat ka zikr hai ?
Badr-Uhud
Badr-Khandaq
Uhud-Khandaq
Badr-Uhud-Khandaq
Q9) Shaikh Al Islam Ibn-e-Taymiyyah ke waalid ne Hijrat ke waqt kya apne saath liya ?
Kapde
Kitaabein/books
Ghallah
Ghar ka qeemti saaman
Q10) Kiske baare meim mashoor hai ki jo unse mil leta uske dil mein Rasool(SAW) ki muhabbat paida ho jaati thi, unhone kode khaaye lekin ghalat Fatwa nahi diya
Imam Maalik
Iman Shafaiee
Imam Ahmad bin Hanbal
Imam Abu Hanifah
Q11) Fatah Makkah ke mawqe per Nabi(SAW) ne Makkahwalon se farmaya "Aaj kisi per koi giraft nahi" ye Jumla usse pehle kisne kaha tha ?
Yaqoob(AS)
Yusuf(AS)
Adam(AS)
Salah-ad-din Ayyubi ne
q12) Kis cheez ke badle Allah tala ne humse Jannat ka sauda kiya hai ?
Aulaad
Waqt
Jaan aur maal
Maal
Q13) Hadith ka mafhoom muqammal karein..."Jo shakhs nafs ki bakheeli se bacha liya gaya...."
Uska thikana Jahannam hai
Wo falah paa gaya
Wo khasaare mein pad gaya
None of the above
Q14) Aitraaf-e-Gunaah ka na karna kiska tareeqa hai ?
Yusuf(AS) ke bhaaiyon ka
Shaitaan ka
Insaan ka
Azeez-e-misr ka
Q15) Surah At-Tawbah mein kis Baith ka zikr hai ?
Baith-e-Uqabah(first)
Baith-e-Uqabah(second)
Baith-e-Ridwaan
Baith-e-Uqabah(first & second)