Shabana Rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TRANSLATION AND TAFSEER OF SELECTED AYAH OF THE HOLY QURAN

481
0
0
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor etwa 5 Jahre
Schließen

QURANIC GEMS QUIZ 25-26-27

Frage 1 von 15

1

Q1) Bait al Maamoor mein har roz kitne Farishte Allah tala ki ibadat karte hain ?

Wähle eine der folgenden:

  • 60 hazaar

  • 70 hazaar

  • 80 hazaar

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2) Kis Sahabi ko har Ayat ka background pata tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Khalid bin Waleed(RA)

  • Abdullah bin Masood(RA)

  • Amr bin al Aas(RA)

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3) Hakeem kiski sifaat hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah tala

  • Quran

  • Allah tala & Quran

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4) Allah tal ne Quran mein Sahaba Akraam ko kya farmaya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Hazb-e-Nabi

  • HazbAllah

  • Hazb-al-Mumineen

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5) Qadr ka lafzi maani bataein

Wähle eine der folgenden:

  • Izzat

  • Taqdeer

  • Tazeeb

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6) Kuffaar per sakht hone se kya muraad hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • A) Deen ke maamle mein compromise nahi karna

  • B) Unse sakhti se baat karna

  • C) Both A and B

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7) Jung-e-Muattah mein kauns us waqt tak ladte rahe yahan tak ki unke dono haath kat gaye ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jaafar bin Abi Talib(RA)

  • Abu Talha Ansaari(RA)

  • Usama bin Zaid(RA)

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8) Jo ____________ ko nahi maanta, wo darasal ___________ ko bhi nahi maanta

Wähle eine der folgenden:

  • Hadith, Quran

  • Quran, hadith

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9) Ahadith ki wajah se taqreeban kitne uloom ijaad hue ?

Wähle eine der folgenden:

  • 50

  • 100

  • 70

  • 30

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10) Nabi(SAW) ki Ahadith ______________ ka darja rakhti hain

Wähle eine der folgenden:

  • Quran

  • Kaanoon

  • Mustahab

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11) Ahadith Wahi ki kaunsi qism hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Wahi-e-Matloo

  • Wahi-e-Ghair Matloo

  • Wahi-e-Jali

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12) Surah Ad-Dukhaan mein kya bataya gaya hai ki Lailatul Qadr mein kiye jaanewale faisle kis qism ke hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Zindagi aur Maut ke faisle

  • Wasail Zindagi ke faisle

  • Hikmatwale faisle

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13) Un Khalifa ka naam bataein jo Aakhirat ki dar ki wajah se itna rote the ki unke chehre per do naaliyaan ban gayi thi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Abu bakr (RA)

  • Umar (RA)

  • Uthman (RA)

  • Ali (RA)

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14) Ghazwa-e-Uhud ke mauqe per kis Sahabi ne dua ki thi ki unke aankh aur naak Allah tala ki raah mein kaate jaayein, aur unki dua qubool hui ?

Wähle eine der folgenden:

  • Saad bin Abi Waqqas (RA)

  • Abdullah bin Umar (RA)

  • Abdullah bin Jahash (RA)

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15) Makki daur mein Nabi(SAW) ne kis Sahabi ko Hadith likhne ki ijazat di aur farmaya "Main haqq baat hi kehta hoon"

Wähle eine der folgenden:

  • Abdullah bin Amr bin al Aas (RA)

  • Abdullah bin Masood(RA)

  • Abdullah bin Umar(RA)

  • Abdullah bin Abbas (RA)

Erklärung