Shabana Rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

DETAILED TAFSEER OF SURAH NOOR

1534
0
0
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor etwa 5 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 1

Frage 1 von 15

1

Q1) Apne gharwalon ko Surah An Noor ki talimaat diya karo ye kis Sahabi ka qaul hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Hazrat Umar(RA)

  • Hazrat Abu Bakr Siddique(RA)

  • Hazrat Usman(RA)

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2) Nuzool Ke aitbaar se Surah Al Ahzaab __________________ se pehle naazil hui

Wähle eine der folgenden:

  • Surah Al Baqarah

  • Surah An Nisa

  • Surah An Noor

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3) Islaam mein ghair Muslims ke skills se fayda uthana kaisa hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ijazat hai

  • Mana kiya gaya hai

  • Bohot bura amal samjha gaya hai

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4) Sabse Roushan Khayalaat, wussat e nazariah kis mazhab mein paaya jaata hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Judaisim mein

  • hinduism mein

  • Deen e Islaam mein

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5) Islaam mein pehle kis cheez per dhyaan diya jaata hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sazaaon per

  • Tazkiya aur Tarbiyat per

  • Progressive Khayalaat per

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6) Chori, qatal, Zinaa, Murtid hona....

Wähle eine der folgenden:

  • Kabeera gunah hai

  • Saghirah gunah hai

  • Gunah nahi hai

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7) Islaam kis sonch se mana karta hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Moderate sonch se

  • Progressive sonch se

  • Ghair muslim ki sonch, aqaaid ikhtiyar karne se

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8) Nikah ke ilawa kisi surat mein aurat aur mard ka taaluq...

Wähle eine der folgenden:

  • Jayaz hai

  • Najayaz hai

  • Makrooh hai

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9) Aurat ko kya cheez Jannat mein le jaane ka baais banti hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Haya

  • Oonchi sonch

  • Mard ki barabari karna

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10) Nikah __________________ se rokta hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Milne-jhulne se

  • Zinaa se

  • Fahash kalami se

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11) Har mazhab mein Zinaa ko...

Wähle eine der folgenden:

  • Bura samjha gaya hai

  • Acha samjha gaya hai

  • Kuch ke nazdeek koi bura fail nahi hai

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12) Kisi nasal ko baaqi rehna hai to uske liye...

Wähle eine der folgenden:

  • Khandaani nizaam mazboot hona zaruri hai

  • Maaldaar hona zaruri hai

  • aulaad hona zaruri hai

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13) Paak daaman mard ya aurat per ilzaam lagaane ki saza ?

Wähle eine der folgenden:

  • 20 lashes hain

  • 100 lashes hain

  • 80 lashes hain

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14) Qawaaneen kyu banaye jaate hain ?

Wähle eine der folgenden:

  • Muaashre se zulm, zyadti ko khatam karne ke liye

  • Behayaai aur buraai se bachne ke liye

  • Dono jawaabaat durust hain

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15) Insaan jab Zinaa karta hai to uske dil se ___________ utha liya jaata hai

Wähle eine der folgenden:

  • Haya

  • Imaan

  • Paakeezgi

Erklärung