Shabana Rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR

2519
0
0
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor etwa 5 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 2 (LEC 3 & 4)

Frage 1 von 15

1

Q1) Liyaan ka matlab kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ek dusre per Laanat karna

  • Ek dusre per hasrat karna

  • Ek dusre per ilzaam lagana

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2) Aaj ke daur mein behayai ko kya samjha ja raha hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • ill-cultured hona

  • illiterate hona

  • Modern aur acha hona

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3) Hazrat Ayesha(RA) ki Khadima ka naam kya tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Umme Mistah

  • Bareerah

  • Umme Aiman

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4) Scandals ke taaluq se Islaam humein kya taleem deta hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Khoob charcha karna chahiye

  • Us baat ko daba dena chahiye

  • Qareebi rishtedaar ko bata sakte hain

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5) "Siddeeq ki beti aur Nabi ki biwi, Hazrat Ayesha(RA) tumse badhkar paak-saaf aur muttahirah hai" Ye kis Sahabi ka qaul tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Hazrat Ali(RA)

  • Hazrat Usman(RA)

  • Hazrat Abu Ayyub Ansari(RA)

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6) Kisiper tohmat lagana Allah ke nazdeek kaisa amal hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Bohot badi baat hai

  • Maamuli baat hai

  • Ghair zaruri baat hai

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7) Liyaan ke baad shohar aur biwi mein kabhi bhi dobara...

Wähle eine der folgenden:

  • Talaq nahi ho sakta

  • Nikah nahi ho sakta

  • Nikah ho sakta hai

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8) Agar koi Shaqs kisi ghair aurat per tohmat lagaaye to uska faisla...

Wähle eine der folgenden:

  • Shahadaton ki bina per hoga

  • Qazi ke faisle per hoga

  • Us shaqs ke faisle per hoga jisne ilzaam lagaya

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9) Agar koi shaqs apni biwi per ilzaam lagaye to uska faisla

Wähle eine der folgenden:

  • Rajam ki surat mein hoga

  • Liyaan ki surat mein hoga

  • Dono jawaab durust hai

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10) Liyaan ke baad honewala bachcha kisse mansoob kiya jayega ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jiske saath mulawwiz hone ka ilzaam lagaya gaya

  • Maa ki taraf

  • Baap ki taraf

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11) Kisi ke baare galat bayani sunay to hamara rawaiyya kya hona chahiye ?

Wähle eine der folgenden:

  • Naik gumaan rakhna chahiye

  • Bad gumaan hona chahiye

  • Baat ko aur badha chadhakar bolna chahiye

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12) Liyaan ke baad aurat k naan-nafkha...

Wähle eine der folgenden:

  • Mard ke zimme hoga

  • Mard ke zimme nahi hoga

  • Aurat ke gharwalon ke zimme hoga ?

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q14) ifk ka waqiya kis ghazwe ke baad paish aaya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ghazwa-e-Badr

  • Ghazwa-e-Banu Mustalaq

  • Ghazwa-e-Uhud

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14) Wo kaunsi Ummuhatul Mumineen hai jo sabse zyada sadqa-khairaat kiya karti thi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Zainab binte Jahash(RA)

  • Hafsah (RA)

  • Maimoona(RA)

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15) Agar koi paak daaman,muhsinaat aurat koi galat kaam karti hai to uski saza...

Wähle eine der folgenden:

  • Dohri saza hogi

  • Saza nahi di jayegi

  • Kam se kam saza di jayegi

Erklärung