Shabana Rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

DETAILED TAFSEER OF SURAH AN NOOR

858
0
0
Shabana Rupani
Erstellt von Shabana Rupani vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH AN NOOR QUIZ 6(LEC 11 & 12)

Frage 1 von 15

1

Q1) Kaafiron ke amal ko kis cheez se tashbeeh di gayi hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Saraab se

  • Sharaab se

  • Sahrah se

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2) Imaan ki roushni jab kisi insaan per padti hai to...

Wähle eine der folgenden:

  • Uski aankhein roushan ho jaati hai

  • Uska dil roushan ho jaata hai

  • Usmein koi badlaav nahi aata

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3) Quran ki har Ayat ek...

Wähle eine der folgenden:

  • Kahani hai

  • Moujazah hai

  • Dono jawabaat durust hai

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4) Sabse behtereen tasbeeh ?

Wähle eine der folgenden:

  • SubhanAllahi wa bi Hamdih

  • Allahu Akbar

  • Subhan Allah

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5) Imaan ke 2 Juzz hain...

Wähle eine der folgenden:

  • Acha amal aur acha kirdaar

  • Zubaan se iqraar ke sath itaat zaruri hai

  • Zuban se iqraar kaafii hai itaat ki zarurat nahi

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6) Zubaan se Imaan ka dawa karna aur amal nahi karnewala darasal...

Wähle eine der folgenden:

  • Momin hai

  • Mushrik hai

  • Munafiq hai

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7) Momin apni khwahishaat ko __________ ke taabe kar leta hai

Wähle eine der folgenden:

  • Duniya ke

  • Apni family ke

  • Allah tala ke

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8) Quran ki sabse pehli tashreeh karke bataanewale ?

Wähle eine der folgenden:

  • Hazrat Ibrahim(AS)

  • Rasool Allah(SAW)

  • Hazrat Moosa(AS)

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9) Allah ke Rasool(SAW) ne Munafiqeen ke naam kis Sahabi ko bataaye the ?

Wähle eine der folgenden:

  • Abu Darda(RA)

  • Abu Talha(RA)

  • Abu Huzaifah bin Yamaan(RA)

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10) Jo log Imaan laakar Amal-e-Saaleh karenge Allah unko...

Wähle eine der folgenden:

  • Zameen ka khalifah banayega

  • Maaldaar karega

  • Ruswaa karega

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11) Sabse behtereen daur kiska tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sahaba e karaam ka

  • Yahood o Nasara ka

  • Aajka daur

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12) Kis Sahabi ke daur mein Islami hukumat ne behri beday paar kar liya tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Usman(RA)

  • Umar(RA)

  • Muaviyah(RA)

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13) Musalmaan kitne saal tak hukumat karte rahe ?

Wähle eine der folgenden:

  • 1100 saal

  • 11000 saal

  • 110 saal

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14) Dikhaawe ke liye kiye jaanewale amal...

Wähle eine der folgenden:

  • Zaaya ho jayenge

  • Qaabile qubool honge

  • Saraahe jayenge

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15) Falah paanewale log kaun hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah ki itaat karnewale

  • Rasool(SAW) ki itaat karnewale

  • Allah aur Rasool(SAW) ki itaat karnewale

Erklärung