Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ - 2}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 14/02/2020.

922
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ - 2}

Frage 1 von 10

1

Tafseer ka ilm _____________ hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Bahot mushkil

  • b) Bahot waseeh(vast)

  • c) Bahot asaan

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Ek hukum ko badalkar dusra hukum laana yani pehle hukum ko khatam karna, kya kehlata hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Ilm e tafseer

  • b) Ilm e qawaid

  • c) Nasikh o mansookh

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Surah Nisa ka nuzool kis ghazwe ke baad shuru hua

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Ghazwa e Badr

  • b) Ghazwa e Uhad

  • c) Ghazwa e Bani mustaliq

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Surah Nisa mein...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) islami muashre ke qiyam ka hukum diya gaya hai.

  • b) ahle kitab ko baqaida dawat e islam di gayi hai.

  • c) dono jawabaat durust hain.

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Ghazwa e Uhad ke baad ___________ ki himmatein bahot badh gayi thin, surah nisa mein in per tabsera hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Munafiqeen

  • b) Yemen ke log

  • c) Iran ke log

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Bewaon se nikah aur meher ke baare mein surah nisa mein tafseel se nahi bataya gaya hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) True

  • b) False

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Kis Yahoodi qabeele ki jilawatni ka zikr surah nisa mein milta hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Banu Nazeer

  • b) Banu Qainuqa

  • c) Banu Quraiza

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Surah Nisa mein bayan kiye gaye ahkaam kis baare mein hain jo ke ghazwa e banu mustaliq ke dauraan nazil hue?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Namaz

  • b) Hajj

  • c) Tayammum

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Namaz e khauf kab padhi jati hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Maidan e jung mein

  • b) Muhaide (treaty) ke dauran

  • c) Do qabeelon mein sulah karwate waqt

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Surah Nisa ka joda (pair) kis surah ko kaha jata hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Maida

  • b) Hajj

  • c) Bani Israeel

Erklärung