Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-4}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 28/02/2020.

924
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-4}

Frage 1 von 10

1

Sab se pahla haq kiska hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Doston ka

  • b) Khoon ke rishton ka

  • c) Door ke rishtedaron ka

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Hadees mein aya hai ke qata'a rehmi karne wala jannat mein nahi ja sakega.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Hadees ka mafhoom hai jo shaks chahta ho ke uska rizq badh jaaye aur uski umar lambi ho to usko __________ karni chahiyr.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Silah rehmi

  • b) Achhi baat

  • c) nek kaam

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Hadees; Badle ke taur pe rishta milanewala________

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Rishta milane wala hai

  • b) Rishta milanewala nahi hai

  • c) Achha hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Hadees: rishte milanewala to wo hai jab usse rishta...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) toda jaaye to wo jode

  • b) joda jaaye to wo jode

  • c) joda jaaye to wo tode

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Rasoolullah saw se rishtedaron se achha salook karnewale shaks ke apne rishtedaron ke bure salook ki shikayat karne pe farmaya agar ye sach hai to...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) tu unke mooh mein garam raakh bharta hai

  • b) jab tak tum ispe qayem rahoge tere liye Allah ki taraf se ek madadgaar muqarrar kar diya jayega

  • c) dono jawabaat sahi hain.

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Qata'a rehmi ki saza tirmizi ki hadees ke mutabik kya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) duniya me fauran saza

  • b) akhirat mein azab zakheera kar liya jata hai

  • c) dono jawabaat sahi hain.

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Khaibar ke fateh ke mauqe pe Rasoolallah saw ne kis rishtedaar ki aamad ko bahot zyada khushi ka baes samjha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Jafar ra

  • b) Ali ra

  • c) Talha ra

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Allah ne Qur'an mein kin do tarah ke rishton ka zikr kiya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) rehem aur sasuraali

  • b) qareeb aur door

  • c) sage aur sautele

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Allah ne Surah Nisa ki ayat 1 mein apni kaunsi sifat bayan ki hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Baseer

  • b) Nazeer

  • c) Raqeeb

Erklärung