Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-5}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 06/03/2020.

1447
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-5}

Frage 1 von 10

1

Surah Nisa ayat 2 mein kis ke bare mein baat ki gayi hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Yateem

  • b) Ek se zyada nikah

  • c) Wirasat

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Yateem hone ki ek shart ye bhi hai...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Na baligh hona

  • b) Ghareeb hona

  • c) Beghar hona

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Jannat mein Nabi saw ke qareeb kaun hoga?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Yateem

  • b) Yateem ka sarparast

  • c) Yateem ka walid

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Yateem ka sarparast yateem ke maal ka ____________ hota hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Maalik

  • b) Waaris

  • c) Amaanatdaar

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Yateem ka maal khanewala apne pet bharta hai..

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Aag se

  • b) Pattar se

  • c) Najasat se

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Yateem ke sar par haat pherne ko neki kyun kaha gaya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Woh mohabbat se mehroom hota hai

  • b) Wo kam aqal hota hai

  • c) Woh ghareeb hota hai

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Ek sahabi ne jab islam qubool kiya toh unki 10 biwiyan thin.Rasoolallah saw ne unko kya hukum diya?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) 10 biwiyan rakh sakte ho

  • b) 4 biwiyan rakhlo baaqi ko chod do

  • c) 2 biwiyan rakh lo baaqi ko chod

Erklärung

Frage 8 von 10

1

4 nikah _______ kaam hai.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Farz

  • b) Sunnat

  • c) Mubah

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Aisa kaam jis ke karne ya na karne pe na koi gunah hai aur na hi koi ajar.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Farz

  • b) Nafil

  • c) Mubah

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Jis ko darr ho ke woh biwion ke darmiyan adal nahi kar sakega,usko chahiye ke...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Woh ek hi nikah kare

  • b) Woh nikah na kare

  • c) Woh ek se zyada nikah kare

Erklärung