Pehle ada kiya jata hai..
a) Qarz
b) Wasiyat
c) Wirasat
Kalala kise kehte hain?
a) Jiski biwi na ho
b) Jiske na walidain ho aur na aulad
c) Jiske behen bhai na ho
Kalala ke behn bhai ka hissa
a) Bhai ka behn se dugna
b) Behn ka bhai se dugna
c) Behn bhai ka barabar hai
Wasiyat karna..
a) Farz hai
b) Chahe to kare, chahe to na kare
c) Masnoon hai
Kalala ke waris kaun hote hain?
a) Behn bhai
b)Padosi
c) Door ke rishtedaar
Allah swt logon ko unki istita'at ke mutabik ehkamaat deta hai.Is ke lye Allah ne aayat mein kaunsi sifat istemaal ki hai?
a) Rehman
b) Haleem
c) Wahhab
Aayat 14 mein Allah aur Rasool ki nafarmani karne aur hudood allah ko thodne wale ke liye 2 tarha ke azaab ki wayeed hai
a) True
b) False
Qur'an mein hamein wirasat ke tamam ehkamaat milte hain. Ahadeeth se rujoo ki zaroorat nahi.
Ruswa kardene wala azaab, jise hote hue sab dekhenge
a) Azaab un aleem
b) Azaab un azeem
c) Azaab un muheen
Wirasat ke zariye Allah ta'ala maal ki gardish chahta hai