Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-10}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 10/04/2020.

560
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-10}

Frage 1 von 10

1

Surah Nisa ki ayat 15 mein zina ki saza, kis surah mein naye ahkaam ane ke baad mansooq kar di gayi?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Surah Noor

  • b) Surah Baqarah

  • c) Surah Anfaal

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Aurat pe ilzam laganewala agar gawah na la sake to use kode maarne ki saza di jayegi. Is saza ko kya kaha jata hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Eela

  • b) Hadd e qazaf

  • c) Liaan

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Gunah e kabeera ke murtabik ki taubah qubool nahi ki jati.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) True

  • b) False

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Maut ke asaar namudaar hone ke baad ki taubah _____________ .

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Qabil e qubool nahi

  • b) Qabil e qubool hai

  • c) Zaroor qubool hoti hai

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Zina ki had lagane ke liye kitne gawah darkaar hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) 2

  • b) 3

  • c) 4

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Gunah pe sharminda hona aur ainda us gunah se ruk jaana _____________ ki shartein hain.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Achhe akhlaq

  • b) Taubah ki qubooliyat

  • c) Nek amal ki qubooliyat

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Ayat no 19 mein kis ko kiske bare mein ahkaam diye gaye hain.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Mard ko aurat ke baae mein

  • b) Maaldaar ko ghareeb ke baare mein

  • c) Walidain ko aulaad ke baare mein

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Zamane jahiliyat mein bewa aurat par kiska zor chalta tha?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Aurat ke gharwalon ka

  • b) Aurat ko azaadi hasil thi

  • c) Shohar ke wariseen ka

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Agar kisi shaqs ko apni biwi pasand na ho to uske baare mein Allahta'la kya farma rahe hain?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Unhein chod do

  • b) Unhein gharon mein qaid karlo

  • c) Jis cheeez ko tum na pasand karo usmein tumhare liye khair ho

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Hadith ka mafhoom : Faraiz ki pabandi, sharmgaah ki hifazat karnewali aur shohar ki farmabardaar biwi qayamat mein ________.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Wo jannat ke 8 darwazon mein se jis se chahe daqil hojaye.

  • b) Jannat me shohar ke saat dakhil hojaye

  • c) Jannat mein dakhil hojaye

Erklärung