Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

TAFSEER SURAH NISA Quiz am TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-11}, erstellt von Asiya Abdul Raoof am 17/04/2020.

422
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 4 Jahre
Schließen

TAFSEER SURAH NISA {QUIZ-11}

Frage 1 von 10

1

Tohfa dekar wapis lene wale ko hadith mein kis se tashbeeh di gayi hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) kutta

  • b) Chor

  • c) Saanp

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Talaq sirf bure logon ke darmiyaan waqae hoti hai

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) True

  • b) False

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Ismam mubeena (khula gunah) kis ko kaha gaya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Talaq dena

  • b) Mehr kam muqarrar karna

  • c) Maal dekar wapis le lena

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Sauteli maa se nikah karne ko kya kaha gaya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Buhtaan

  • b) Fahisha

  • c) ism

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Qintara ka maani kya hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Bahot zyada maal

  • b) Tohfa

  • c) mehr

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Kaunsi statement sahi hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se bhi haraam ho jate hain.

  • b) Jo rishte nasab se haraam hain wo razayat se halal ho jate hain.

  • c) Jo rishte nasab se halal hain wo razayat se haraam ho jate hain.

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Kisi aurat ko uski phupi ya khala ke saat nikah mein jama nahi kiya ja sakta.

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) True

  • b) False

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Doodh peene ki umar mein, pet bhar doodh kam az kam kitni dafa peene se razayat sabit ho jati hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) 3

  • b) 7

  • c) 5

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Doodh peene ki umar kab tak hai?

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) 2 saal

  • b) 1.5 saal

  • c) 2.5 saal

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Haqeeqi bete ki bewa se nikah karna...

Wähle eine oder mehr der folgenden:

  • a) Jayez hai

  • b) Haraam hai

  • c) Makrooh hai

Erklärung