Q-1: Allah ke Rasool(S.A.W) ki mukhlifat mein ek shakhs jo ki aqalmand tha usne kaha "Inhein jadoogar kehdo"
Waleed bin Utbah
Waleed bin Shubah
Waleed bin Mugira
Q-2: Us shaks ki kaifiyat ko Qur'an mein likha gaya : " Usne socha aur andaza lagaya"
Surah Qalam
Surah Alaq
Surah Muddassir
Q-3: Islam ki dawat ko rokne ke liye ek shakhs Iraq ya Hira gaya aur qisse-kahaniyan le aaya
Nazar bin Abdullah
Nazar bin Haris
Abu Jahl
Q-4: Islam ki pehli shaheed khatoon
Sumaiyya (R.A)
Samia (R.A)
Zinnera (R.A)
Q-5: Pehli Hijrat kahan huwi aur kitne log shamil the ?
Madina ki taraf 12 mard aur 4 aurtein
Habshah ki taraf 82 mard aur 18 aurtein
Habshah ki taraf 12 mard aur 4 aurtein
Q-6: Lut (A.S) aur Ibrahim (A.S) ke baad pehla gharana hai jisne Hijrat ki
Usman (R.A) aur Umm kulsum
Usman (R.A) aur Ruqayya (R.A)
Abu Salma aur Umm Salma
Q-7: Badshah Najjashi ke darbaar mein kisne taqreer ki ?
Ali bin Abi Talib (R.A)
Musab bin Umair (R.A)
Jafar bin Abi Talib (R.A)
Q-8: Hijrat-e-Habshah kab pesh aayi ?
Hijrat ke 5th year
Nubuwwat ke 4th year
Nubuwwat ke 5th year
Q-9: Muhajireen-e-Habshah ke khilaaf badshah ke paas kuffare Makkah ka delegation gaya
Abdullah bin Amrw al Aas aur Abdullah bin Rabia
Amrw bin al Aas aur Abdullah bin Rabia
Abdullah bin Umar aur Amrw bin al Aas
Q-10: Najjashi ne tohfe wapas kar diye kyunki.....
Use musalmano se mohobbat thi
Kuffar se dushmani thi
Tohfa dekar wo apna maqsad haasil karna chahte the
Q-11: Abu Bakr siddique (R.A) ko _____________ ne panah di
Akhnas bin Shurait
Ibn-e-Dughanna
Tamim Dari
Q-12: Ayesha(R.A) bayan karti hain ki jab Abu Bakr siddique tilawat karte to....
Dheemi awaz se karte
Narm dili ki wajah se rone lagte
Buland awaz se tilawat karte
Q-13: Woh kaunse Sahabi the jinhein Islam laane ki wajah se unki walidah ne khana dena band kar diya ?
Musab bin Umair(R.A)
Saad bin Abi Waqqaas(R.A)
Usman bin Affan(R.A)
Q-14:Hijrat-e-Habshah mein dushman-e-Islam ke ek sardaar ki beti bhi thi
Asma binte Umais (R.A)
Umm Habeebah (R.A)
Umm Salma (R.A)
Q-15: Hijrat-e-Habshah se kya sabaq milta hai ?
Deen per amal aur ibadat karna mushkil ho jaaye to Hijrat karna chahiye
Kuffar ki sazishon se tang aakar Hijrat karna chahiye