Bade gunah jinpe hadd lagti ho ya jahannum ki waeed sunai gayi ho
a) Kabair
b) Sayyiaat
c) Zunoob
Mudkhalan kareema
a) Duniya ka araamdeh ghar
b) Izzat ki jagah
c) Madrasa masjid
Chote chote gunah jinpe taubah karne se maafi mil sakti hai
Faraiz ada na karna...
Chote gunahon ki maafi ke liye bade gunahon se bachne ki shart hai.
a) True
b) False
Hadees mein, bade gunahon mein sabse bade gunah kaunse bataye gaye hain?
a) Sadaqa na karna - ladai karna - bahot qasmein khana
b) Nafil namaz na padhna - nafil roze na rakhna - sawali ko dekh ke dena
c) Shirk karna - walidain ki nafarmani - jhooti gawahi
Takabbur ki wajah se ________ , _________ ban sakte hain.
a) Kabair , sayyiaat
b) Sayyiaat , kabair
c) Sayyiaat , saghira gunah
Hadees mein kis namaz ko ada na karnewale ka sar pattar se kuchalne ki waeed di gayi hai?
a) Fajr
b) Asr
c) Isha
Kin ko chuntiyon ki tarha raundha jayega?
a) Jhoot bolnewale ko
b) Takabbur karnewale ko
c) Azan ka jawab na denewale ko
Kaan lagakar dusron ki baat sunna...