Q1- Surah Yusuf ________________ Surah hai
Makki
Madani
Q2- Sahi jawab per nishaan lagayein
Yusuf bin Yaqub bin Ishaq bin Ibrahim
Yusuf bin Yaqub bin Ibrahim
Q3- Surah Yusuf ki shuruaat Huroof e Muqattiaat se hoti hai
Sahi
Ghalat
Q4- Quran mein, _____________ ke waqiye ko "Ahsan-ul-Qasas" kaha gaya hai
Ibrahim(A.S)
Yusuf(A.S)
Muhammad(SAW)
Q5- Kaafir, Mujrim, Faasiq ko bhi sache khwaab aa sakte hain
Q6- "Usba" ___________ ke group ko kehte hain
5
10
20
Q7- Rasool(Saw) , Yusuf(A.S) se, Meraaj ke mauqe per ___________ aasmaan per mile
Pehle
Teesre
Saatvein
Q8- Yusuf(A.S) ka qatl na karne ki salaah _______________ ne di thi
Bin Yameen
Yahooda
Yaqub
Q9- "Sabrun Jameel", ______________ ke Sabr ko kaha gaya hai
Yaqub(A.S)
Azeez e Misr
Q10- Yusuf(A.S) ke bhai, unki kameez.....
Per khoon lagakar le aaye
Ko phaadkar le aaye