shabana rupani
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Quiz am SURAH YUSUF QUIZ 5 (LEC 9, 10 & 11), erstellt von shabana rupani am 06/05/2020.

1483
0
0
shabana rupani
Erstellt von shabana rupani vor etwa 4 Jahre
Schließen

SURAH YUSUF QUIZ 5 (LEC 9, 10 & 11)

Frage 1 von 15

1

Q1- Yusuf(A.S) ne pehle _____________ se kaha ki main tumhara khoya hua bhai hoon

Wähle eine der folgenden:

  • Bin Yameen

  • Yahooda

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2- Bhaiyon ke saamaan mein ______________ rakha gaya

Wähle eine der folgenden:

  • Badshah ka pyala

  • Badshah ka Qalam

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3- Us waqt chori ki saza thi ki....

Wähle eine der folgenden:

  • Chor ke haath kaat diye jaate

  • Chor ko ghulam banakar apne paas rakh liya jaata

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4- Yusuf(A.S) ne bachpan mein chori ki thi

Wähle eine der folgenden:

  • Sahi

  • Ghalat

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5- Yusuf (A.S) ke kaamwaale unki tadbeer se ____________ the

Wähle eine der folgenden:

  • Waaqif

  • Na-waaqif

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6- Bin Yameen ke saath bada bhai...

Wähle eine der folgenden:

  • Bhi Misr mein ruk gaya

  • Nahi ruka tha

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7- _______________ ka badla Jannat hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Sabr

  • Shukr

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8- Yusuf(A.S) ke bhai, Misr _________ dafa gaye

Wähle eine der folgenden:

  • Do

  • Teen

  • Chaar

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9- Yusuf(A.S) ke....

Wähle eine der folgenden:

  • Bhaiyon ne apni ghalti ka aitraaf(accept) kiya.

  • Bhai apni ghalti per datey rahe(remain firm)

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10- Kisi ki bohot taareef karna hota to, Arabs ___________ kehte

Wähle eine der folgenden:

  • "Anta Kareem"

  • "Anta Hakeem"

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11- Is Surah mein _________________ ka ehem kirdaar hai

Wähle eine der folgenden:

  • Khwaab

  • Qameez

  • Khwaab aur Qameez

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12- Izzat ke taur per, apne badon ko jhuk kar salaam karna, Islam mein...

Wähle eine der folgenden:

  • Jayaz hai

  • Jayaz nahi hai

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13- Apne aur apne bhaiyon ke beech hue fasaad ka ilzaam, Yusuf(A.S) ne _______________ per daala

Wähle eine der folgenden:

  • Shaitaan

  • Apne bhaiyon

  • Khud

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14- Allah per tawakkul na karna, Shirk ki ek qism hai

Wähle eine der folgenden:

  • Sahi

  • Ghalat

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15- Yusuf(A.S) ke bhaiyon ne apne waalid se, unke liye Astaghfaar karne ko kaha

Wähle eine der folgenden:

  • Sahi

  • Ghalat

Erklärung