Allah ne Adam (as) ko kahan rehne ke liye banaya tha ?
Jannat
Zameen
Barzaq
Farishto ki kya khawaish thi?
Insaano ke bajaiy Unko janasheen banaya jaye zameen par
Ilm de diya jaye
Sukoon se jannat me rahe
Farishton ne hasad mehsus kiya jab Allah ne insaan ki takhleeq ka zikr kiya ?
Jee haan
Jee nahi
__________________ har wo cheez hai jo hum se chupi hoti ho aur uska mushahida (observe) na karsakte hai
Ilm
Gaib
Taqleeq
Kitab ki perwi karne walon ko kya hasil hoga ?
Unko koi kauf na hoga na wo ghamghin honge
Unko dunyawi faide hasil honge
Unko shohrat aur izzat milegi
Jannat ka root kya hai aur uska kya maina hai
ج ن ن/woh cheez jo nazar na aaye
ج ن ح /jagah
ج ن ة/sukoon
Allah ne Adam a.s ko saare naam sikha diye. Kounse naam sikha diye?
Saare farishto ke
Adam a.s ki saari zurriyat ke khas thor par mufeed bando ke
Saare qalq ke
Adam a.s ki taqleeq aur farishto ka Allah se conversation ka zikr Quran me kithni dafa aaya?
7
3
10
4
Shaytan la lafzi Mayna kya hai?
Bohut dur kiya gaya
Jinn
Badbaqt
Musthaqarr ka lafzi mayna kya hai?
Thikana hai
Qaraar hai
Lena hai