Husna Saleem
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Islam

283
0
0
Husna Saleem
Erstellt von Husna Saleem vor etwa 4 Jahre
Schließen

Surah al baqarah tafseer 3

Frage 1 von 10

1

Allah ne Adam (as) ko kahan rehne ke liye banaya tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jannat

  • Zameen

  • Barzaq

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Farishto ki kya khawaish thi?

Wähle eine der folgenden:

  • Insaano ke bajaiy Unko janasheen banaya jaye zameen par

  • Ilm de diya jaye

  • Sukoon se jannat me rahe

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Farishton ne hasad mehsus kiya jab Allah ne insaan ki takhleeq ka zikr kiya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jee haan

  • Jee nahi

Erklärung

Frage 4 von 10

1

__________________ har wo cheez hai jo hum se chupi hoti ho aur uska mushahida (observe) na karsakte hai

Wähle eine der folgenden:

  • Ilm

  • Gaib

  • Taqleeq

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Kitab ki perwi karne walon ko kya hasil hoga ?

Wähle eine der folgenden:

  • Unko koi kauf na hoga na wo ghamghin honge

  • Unko dunyawi faide hasil honge

  • Unko shohrat aur izzat milegi

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Jannat ka root kya hai aur uska kya maina hai

Wähle eine der folgenden:

  • ج ن ن/woh cheez jo nazar na aaye

  • ج ن ح /jagah

  • ج ن ة/sukoon

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Allah ne Adam a.s ko saare naam sikha diye. Kounse naam sikha diye?

Wähle eine der folgenden:

  • Saare farishto ke

  • Adam a.s ki saari zurriyat ke khas thor par mufeed bando ke

  • Saare qalq ke

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Adam a.s ki taqleeq aur farishto ka Allah se conversation ka zikr Quran me kithni dafa aaya?

Wähle eine der folgenden:

  • 7

  • 3

  • 10

  • 4

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Shaytan la lafzi Mayna kya hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Bohut dur kiya gaya

  • Jinn

  • Badbaqt

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Musthaqarr ka lafzi mayna kya hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Thikana hai

  • Qaraar hai

  • Lena hai

Erklärung