Husna Saleem
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Islam

74
0
0
Husna Saleem
Erstellt von Husna Saleem vor fast 4 Jahre
Schließen

Surah al baqarah tafseer 16

Frage 1 von 10

1

Jo log Allah ki ayat ko bechkar uske badle kheemat lete hai woh apne buthoon me kya bhar rahe hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Aag

  • Paani

  • Khana

Erklärung

Frage 2 von 10

1

Sadaqah dene ke liye humein kya tarteeb batai gai hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Rishte daar, yatama, masakeen

  • Rishte daar, masakeen, yatama

  • Yatama, masakeen, rishte daar

Erklärung

Frage 3 von 10

1

Ahad ko pura karo... isse murad kya hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah se kiya wada ko aur dunyawi ahado ko pura karo

  • Had se na guzro

  • Sirf Allah se jo ahad liya pura karo

Erklärung

Frage 4 von 10

1

Sawaal karne walo ko maal diyo.
Sawaal karne walo ke liye kya lafz isthemal kiya gaya hai?

Wähle eine der folgenden:

  • السَّآئِلِيۡنَ

  • ابۡنَ السَّبِيۡلِۙ

  • الۡقُرۡبٰى

Erklärung

Frage 5 von 10

1

Aye aqal walon qasas mein _________________ hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Behtari

  • Taqwa

  • Zindagi

Erklärung

Frage 6 von 10

1

Yateem wo hota hai jo ________________________ ho aur uska baap mar jai.

Wähle eine der folgenden:

  • Baligh

  • Na Baligh

  • Dono sahih hain

Erklärung

Frage 7 von 10

1

Kisi ko museebat/qarz se nikalna :-

Wähle eine der folgenden:

  • Saeleen

  • Wabnis sabeel

  • Gardan churana

Erklärung

Frage 8 von 10

1

Musafir ko sadqa dene ke liye zaroori hai ke wo apne ghar mein bhi miskeen ho ?

Wähle eine der folgenden:

  • True

  • False

Erklärung

Frage 9 von 10

1

Kisi ke saath waise hi sulook karna jaise usne kiya hai (badla lena)

Arabic me iska kya lafz hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Qisaas

  • Birr

  • Albaab

Erklärung

Frage 10 von 10

1

Maut se pehle warison ke haqq mein waseehat karne wali ayat ______________________ hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Mansookh

  • Ghair mansookh

Erklärung