Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Brief interpretation of the Quran

181
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 9 Jahre
Schließen

DAUR-E-QURAN juz 2

Frage 1 von 12

1

Q1. Shukr ka opposite :-

Wähle eine der folgenden:

  • Sabar

  • Kufr

  • Gunaah

Erklärung

Frage 2 von 12

1

Q2. Hadith Qudsi kay mutabiq "sabar ka badla sirf aur sirf _____________ hai" :-

Wähle eine der folgenden:

  • Meetha phal

  • Jannat

  • Khushi

Erklärung

Frage 3 von 12

1

Q3. Dunya ki asaishon (niyamatoon) say faida uthana :-

Wähle eine der folgenden:

  • Jaiz hai

  • Na jaiz

  • Pasandida nahi / achi baat nahi

Erklärung

Frage 4 von 12

1

Q4. Hum par rozay farz kiye gaye. Pichli ummaton par roza rakna ____________ tha ?

Wähle eine der folgenden:

  • Farz

  • Sunnat

  • Nafl

Erklärung

Frage 5 von 12

1

Q5. Allah (s.w.t) tak puhachnay kay liye ?

Wähle eine der folgenden:

  • Waseela zaruri hai

  • Kisi waseelay ki zarurat nahi

  • Auliya Allah ki zarurat padhti hai

Erklärung

Frage 6 von 12

1

Q6. Hadith mein aadha ilm kisay kaha gaya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Gaur say sunay ko

  • Gaur fikar karnay ko

  • Achay sawal karnay ko

Erklärung

Frage 7 von 12

1

Q7. Fitnah kis cheez say zyada sakht hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jang say

  • Qatal say

  • Dono say

Erklärung

Frage 8 von 12

1

Q8. Ayaat 219 mein 'sharab' aur 'juway' ka______________ hokum hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ibtedai (initial)

  • Hatmi (final)

  • Sakht (strict)

Erklärung

Frage 9 von 12

1

Q9. Kya kuch karch kiya jaye ?

Wähle eine der folgenden:

  • Apni zarurat ruk kar

  • Allah ka diya sub kuch

  • Zarurat say zayd

Erklärung

Frage 10 von 12

1

Q10. Ayaat 166 mein koun log bezar hongay ?

Wähle eine der folgenden:

  • Leaders apnay followers say

  • Followers apnay leaders say

  • Dono ek dusray say

Erklärung

Frage 11 von 12

1

Q11. Taloot mein kya khobi thi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jismani quwat

  • Zehni salahiyat

  • Dono khobi thi

Erklärung

Frage 12 von 12

1

Q12. Jaloot ko kisnay qatal kiya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Taloot

  • Dawood (a.s)

  • Musa (a.s)

Erklärung