Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

147
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 9 Jahre
Schließen

DAUR-E-QURAN juz 4

Frage 1 von 12

1

Q1. Zahiri rasm wa riwaj (rituals) ki papandi insaan ko ___________ bana deti hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Tangh nazr (conservative)

  • Mutaqi (righteous)

  • Deen ka papand (religious)

Erklärung

Frage 2 von 12

1

Q2. Surah Aale-Imran aayat 164 mein Allah apne bandon par ehsaan qarar dete hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Unko zindagi bakshna

  • Ashraf ul makhluqaat banana

  • Unhi mein se rasool ko bhejna

Erklärung

Frage 3 von 12

1

Q3. Jab taqwa dil mein ho toh insaan :-

Wähle eine der folgenden:

  • Rasm wa riwaj ki papandi karta hai

  • Pasandida maal karch karta hai

  • Allah ke diye maal se mohabbat karta hai

Erklärung

Frage 4 von 12

1

Q4. Gazwae-Uhud mein jeeti hui jang harne ki ahm wajah :-

Wähle eine der folgenden:

  • Nabi (s.a.w.s) ki nafarmani

  • Maal ki mohabbat

  • Dono ki wajah se

Erklärung

Frage 5 von 12

1

Q5. Deen ka kaam behtar taur par kiya jasakta hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Infiradi taur par (individually)

  • Ijtemai taur par (jointly)

  • Apnay apnay maslak par kaam karkay

Erklärung

Frage 6 von 12

1

Q6. "Muwatta Imam Malik" jo ke hadith aur fatwe sahaba ikram (r.a) par mushtamil hai. Kitne saal mein likhi gai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 30 saal

  • 4 saal

  • 40 saal

Erklärung

Frage 7 von 12

1

Q7. Ek imam ko follow karna zaruri hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ji zaruri hai

  • Ji nahi

  • Bahut zaruri hai warna gumrah hone ka dar hai

Erklärung

Frage 8 von 12

1

Q8. Gazwae-Uhud mein Uhud ke muqam par jang karne ka mashwara diya tha:-

Wähle eine der folgenden:

  • Abdullah Bin Ubai

  • Nabi (s.a.w.s) ne kud faisla kiya tha

  • Kuch joshile sahaba (r.a)

Erklärung

Frage 9 von 12

1

Q9. Sardarane munafiqeen "Abdullah Bin Ubai" gazwae-uhud ke mauqae par kitne saathion ke sath wapis hogaya ?

Wähle eine der folgenden:

  • 150

  • 400

  • 300

Erklärung

Frage 10 von 12

1

Q10. Gazwae-Uhud mein "Khalid Bin Waleed(r.a)" sipah salar thae :-

Wähle eine der folgenden:

  • Musalmano ke

  • Yahudion ke

  • Kuffar ke

Erklärung

Frage 11 von 12

1

Q11. Hadith mein mehr ke bagair nikah ko kya qarar diya gaya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Na jaiz

  • Zina

  • Jaiz

Erklärung

Frage 12 von 12

1

Q12. Shadi mein jehaiz dene ke baad beti ko wiraasat mein se hisa __________________ ?

Wähle eine der folgenden:

  • Dena hoga

  • Dene ki zarurat nahi

  • Kuch kam kiya jasakta

Erklärung