Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

128
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 9 Jahre
Schließen

DAUR-E-QURAN juz 5

Frage 1 von 12

1

Q1. Mard aurton par qawaam (maintainer) hai. Yeh keh kar :-

Wähle eine der folgenden:

  • Aurton par zimedari dali gai

  • Mardon par zimedari dali gai

  • Aurton ka darja kam kardiya gaya

Erklärung

Frage 2 von 12

1

Q2. Tayammum qaim maqaam (replacement) hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Wodhu ka

  • Ghusl ka

  • Dono ka

Erklärung

Frage 3 von 12

1

Q3. Arab sharab ke aadi the isliye sharab ko haram qarar diya gaya :-

Wähle eine der folgenden:

  • Sakhti se

  • Narmi se

  • Marhale waar (stepwise)

Erklärung

Frage 4 von 12

1

Q4. Faal lena :-

Wähle eine der folgenden:

  • Jaiz hai

  • Shaitani kaam hai

  • Mushkil ke waqt liya jasakta hai

Erklärung

Frage 5 von 12

1

Q5. Hadith ke mutabiq "jismein amaanat nahi usmein ___________ nahi" :-

Wähle eine der folgenden:

  • Deen

  • Insaaniyat

  • Rehm dil

Erklärung

Frage 6 von 12

1

Q6. Najwa - sargoshi (whisper) :-

Wähle eine der folgenden:

  • Majlis ke usoloon ke khilaf hai

  • Dusron ke ijaazat se zaruratan ki jasakti

  • Dono jawab durust hai

Erklärung

Frage 7 von 12

1

Q7. Wo koun shaks hai jo qayamt ke din is haal mein ayga ke iska aadha dhad latka huwa hoga :-

Wähle eine der folgenden:

  • Biwion ke darmiyan insaaf na karne wala

  • Ek se zyadah shadi karne wala

  • Namaz na padhne wala

Erklärung

Frage 8 von 12

1

Q8. Bhawein (eyebrows) banana :-

Wähle eine der folgenden:

  • Jaiz hai

  • Napasandida hai

  • Allah ki takleeq mein tabdili karna hai

Erklärung

Frage 9 von 12

1

Q9. Qasr namaz padhi jaygi :-

Wähle eine der folgenden:

  • Halat-e-jang mein aur halat-e-safr mein

  • Bimare ki halat mein

  • Dono jawab durust hai

Erklärung

Frage 10 von 12

1

Q10. Ajizi ka izhaar hota hai aur mohabbat badhti hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Kisi ki maddad karne se

  • Khana khilane se

  • Salaam karne se

Erklärung

Frage 11 von 12

1

Q11. Humay fauran kisi ke bare mein koi rai qaim karke fatwa nahi lagana chahiye. Iski daleel Surah-Annisa ki aayat ___________mein hai?

Wähle eine der folgenden:

  • 94

  • 104

  • 84

Erklärung

Frage 12 von 12

1

Q12. Agar koi shaks kisi kaahin (fortuneteller) ke pass jata hai toh iski kitni din ki namaz qubool nahi hoti ?

Wähle eine der folgenden:

  • 20 din

  • 30 din

  • 40 din

Erklärung