Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

101
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 9 Jahre
Schließen

DAUR-E-QURAN juz 6

Frage 1 von 12

1

Q1. Isaiyon mein bigaad paida huwa. Nabi ka darja :-

Wähle eine der folgenden:

  • Badhane ki wajah se

  • Kam karne ki wajah se

  • kabhi badhate kabhi kam karte

Erklärung

Frage 2 von 12

1

Q2. "Wadae" ke liye Quran mein mukhtalif alfaaz aye hai. "Aqd" ka lafz ma'ano ke aytebar se sab se :-

Wähle eine der folgenden:

  • Behtareen hai

  • Halka hai

  • Bhaari hai

Erklärung

Frage 3 von 12

1

Q3. Sadqe mein bakra dena :-

Wähle eine der folgenden:

  • Najaiz hai

  • Koi daleel maujood nahi

  • Mustahab hai

Erklärung

Frage 4 von 12

1

Q4. Surah Al-Maaida aayat 6 mein wudhu ka :-

Wähle eine der folgenden:

  • Mukammal tareeqa bataya gaya hai

  • Faraiz bayan huwae hai

  • Tareeqa nahi bataya gaya

Erklärung

Frage 5 von 12

1

Q5. Surah Al-Maaida aayat 15 mein "noor" se murad :-

Wähle eine der folgenden:

  • Nabi (s.a.w.s) hai

  • Quran hai

  • Dono hai

Erklärung

Frage 6 von 12

1

Q6. Surah Al-Maaida aayat 21 mein "muqadas sar zameen" se murad :-

Wähle eine der folgenden:

  • Misr hai

  • Makkah Mukarrama aur nazideeki ilaqae

  • Palestine aur Shaam ke kuch ilaqae

Erklärung

Frage 7 von 12

1

Q7. Jab Musa (a.s) ne Allah ka hokum sunaya ke muqadas sar zameen mein dakhil hojao toh Yahud ne jawab diya :-

Wähle eine der folgenden:

  • Hum zarur ladegein

  • Tum zarur ladho

  • Tum aur tumhara rabb lade

Erklärung

Frage 8 von 12

1

Q8. Kuffar par sakht hone se kya murad hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Inse nafrat ki jaye

  • In se mua'amlaat mein sakhti barti jae

  • Deen ke mua'amle mein samjhota (compromise) nahi kiya jae

Erklärung

Frage 9 von 12

1

Q9. Burhaan ke ma'ane hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Behais karke apni baat manwana

  • Faisla kun (final)

  • Be maqsad baat cheet

Erklärung

Frage 10 von 12

1

Q10. Surah Al-Maaida aayat 66 mein kaha gaya "har taraf se rehmat ke khazane khole jate hai". Jab :-

Wähle eine der folgenden:

  • Namaz qaim ki jati hai

  • Kitab ke ahkaamaat maane jate hai

  • Nafli roze rakhe jate hai

Erklärung

Frage 11 von 12

1

Q11. Allah ke raste se rokne ki misaal :-

Wähle eine der folgenden:

  • Hasad karna

  • Badi badi masjidein banana

  • Deen walon ka mazaq udana

Erklärung

Frage 12 von 12

1

Q12. Surah Al-Maaida aayat 82 mein "musalmano se dosti mein qareeb hai" :-

Wähle eine der folgenden:

  • Yahud

  • Nasaara

  • Mushrikeen

Erklärung