Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

Brief interpretation of the QURAN

71
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 9 Jahre
Schließen

DAUR-E-QURAN juz 14

Frage 1 von 14

1

Q1. Shihabum-mubeen ke zariye kya kaam kiya jata hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Shaiyateen ko maar bhagana

  • Asmaan ko khubsoorat banana

  • Zameen ko dhsana (pressed down)

Erklärung

Frage 2 von 14

1

Q2. Aaj dunya wale azaab-yafta jagahon ko kis nazr se dekhte hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ibrat ki nazr se

  • Culture ko sarhate hai

  • Unki buraiyon par gaur karte hai

Erklärung

Frage 3 von 14

1

Q3. Ladkion ki paidaish ko Mushrikeen-e-Makkah mayub samjhte the. Aaj humara rawaiya kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Humare yahan bhi ladka ladki ka farq kiya jata hai

  • Ladka ladki ka farq nahi kiya jata

  • Ladkion ki paidaish par log khush hote hai

Erklärung

Frage 4 von 14

1

Q4. Pahadon ko banane ka kya maqsad bataya ja raha hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Zameen ki khubsoorti badhana

  • Kuch janwaron ke rehne ki jagah

  • Zameen ka balance qaim rakhna

Erklärung

Frage 5 von 14

1

Q5. Ghurur karne walon se jab pucha jata hai ke Allah ne kya nazil kiya hai, toh unka jawab kya hota ?

Wähle eine der folgenden:

  • Pehlon ki kahaniya hai

  • Hume kuch samjh nahi aaya

  • Ye ajeeb baatein hai

Erklärung

Frage 6 von 14

1

Q6. Jehez Fatmi se jehez dene ki daleel se aap kya samjhte hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sarasar ghalat hai

  • Thoda jehez diya jasakta hai

  • Zarurat ki chnd cheeze di jasakti hai

Erklärung

Frage 7 von 14

1

Q7. Islam ki pehli hijrat kis taraf hui ?

Wähle eine der folgenden:

  • Habsha

  • Madina

  • Taif

Erklärung

Frage 8 von 14

1

Q8. Quran majeed ki tafseer bagair hadith ke mumkin nahi :-

Wähle eine der folgenden:

  • Malum nahi

  • Ghalat

  • Sahih

Erklärung

Frage 9 von 14

1

Q9. Surah An-Nahl mein Allah (s.w.t) kis ka zikr kasrat se farma rahe hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Apni ni’amaton ka

  • Azaab-yafta qaumon ka

  • Kainaat ki nishanion ka

Erklärung

Frage 10 von 14

1

Q10. Sawari ke liye istemal hone wale janwaro ko zeenat kyun kaha gaya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Khubsoorat hote hai

  • Insaan ko mehnat sikhate hai

  • Faida mand aur symbol of status hote hai

Erklärung

Frage 11 von 14

1

Q11. In sari ni’amaton ke zikr ke baad Allah insaan ko kya sabq deta hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Shirk chod do

  • Farmabrdar aur shukr guzaar raho

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 12 von 14

1

Q12. Shahd ki makhkhi (honey bee) ko dekh kar hume kya sabq milta hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Dur daraz ka safar kare aur kainaat par gaur fikr kare

  • Kahin bhi jae wapas ghar laute

  • Har lamha Allah ki farmabrdari mein guzare

Erklärung

Frage 13 von 14

1

Q13. Shahd ki makhkhi (honey bee) ko wahi karne se kya murad hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Programing sikhayi

  • Khalis salahiayte aata ki

  • Ghaib ki baatein batae

Erklärung

Frage 14 von 14

1

Q14. Kuch halal cheeze yahudion par haram kardi gai thi. Kyun ?

Wähle eine der folgenden:

  • Allah ki marzi, jo chahe haram kare

  • Allah unko azmana chahta tha

  • Unki sarkashi ki wajah se, saza ke taur par haram thi

Erklärung