Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

The fundamentals of PRAYER

2416
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor etwa 9 Jahre
Schließen

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-3}

Frage 1 von 20

1

Q1. Bani Israel ko ghulami mein kahan masjid banane ka hukum mila ?

Wähle eine der folgenden:

  • Har mohallay mein

  • Apne gharon mein

  • Bheed bhaad se dur

Erklärung

Frage 2 von 20

1

Q2. Sub se pehle Taqwa par kis masjid ki bunyad rakhi gai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Masjid-e-Nabawi

  • Masjid-e-Qiblatain

  • Masjid-e-Quba

Erklärung

Frage 3 von 20

1

Q3. Jo Allah ki raza ke liye masjid banayga Allah uske liye waisa hi ghar banayga :-

Wähle eine der folgenden:

  • Dunya mein

  • Jannat mein

  • Jannat aur dunya dono mein

Erklärung

Frage 4 von 20

1

Q4. Mohallay mein masjid banai jae, unhe saaf sutra aur ____________ rakha jae.

Wähle eine der folgenden:

  • Hawa daar

  • Khushbodaar

  • Roshan

Erklärung

Frage 5 von 20

1

Q5. Masjid mein tijaarat aur kisi cheez ki ghumshudgi ka aylaan kiya jasakta hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Ghumshudgi ka aylaan kiya jasakta hai

Erklärung

Frage 6 von 20

1

Q6. Hume khubsurat aur manqash (piece of art) masajid ta'amir karne ka hukum mila hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Malum nahi

Erklärung

Frage 7 von 20

1

Q7. Masjid ki safai aur dekh bhaal _______________ hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Farz

  • Sunnat

  • Wajib

Erklärung

Frage 8 von 20

1

Q8. Khubsurat aur phool daar chadr (printed) par namaz padh kar Nabi (s.a.w.s) ne kya mehsus kiya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Pasand farmaya

  • Pasand na farmaya

  • Khushgawaar

Erklärung

Frage 9 von 20

1

Q9. Masjid Allah (s.w.t) ki pasandida jaghe hai, jabke badtareen jaghe kya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Bazaar

  • Khushi ki mehfile

  • Gham ki majlis

Erklärung

Frage 10 von 20

1

Q10. Kacchi piyaaz aur lehsun (onion & garlic) kha kar masjid mein ane se koi harj nahi ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Malum nahi

Erklärung

Frage 11 von 20

1

Q11. Tamaam anbiya ke liye zameen ko masjid aur matti ko paak karne wali banaya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Anbiya Bani Israel ko ye sahulat di gai

  • Sirf Nabi (s.a.w.s) ke liye khaas hai

Erklärung

Frage 12 von 20

1

12. Masjid-e-Nabawi mein namaz ka sawab baqi tamaam masajid (except Masjid-e-Haraam) ke muqable mein kitne gunah zyada hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 100 gunah

  • 500 gunah

  • 1000 gunah

Erklärung

Frage 13 von 20

1

Q13. Masjid-e-Haraam, Masjid-e-Nabawi aur Masjid-e-Aqsa ke alawa kisi aur masjid ke liye namaz aur ziyarat ke sawab ki niyaat se safr ikhtiyar karna kaisa hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Bais ajr hai

  • Jaiz nahi hai

  • Koi harj nahi

Erklärung

Frage 14 von 20

1

Q14. Masjid-e-Quba mein namaz padhne ka sawab kis ke barabar hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 1000 namazon

  • Umrah

  • 50 namazon

Erklärung

Frage 15 von 20

1

Q15. Qabron par masjid banwane se mana kiya gaya hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Koi harj nahi

Erklärung

Frage 16 von 20

1

Q16. Har Jumah ke Jumah qabrastaan jakar waldain ke liye dua karne se unki maghfirat hojati hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ye Mauzu hadith hai

  • Ye Sahih hadith hai

  • Ye Hasan hadith hai

Erklärung

Frage 17 von 20

1

Q17. Masjid mein dakhil hone aur nikalte waqt ki masnoon duaein hume sikhai gai hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Sirf dakhile ki dua sabit hai

Erklärung

Frage 18 von 20

1

Q18. Masjid mein hudood bhi nafiz kiye jasakte hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Baaz halat mein aisa kiya ja sakta hai

Erklärung

Frage 19 von 20

1

Q19. Azaan ki awaaz masjid mein sunkar baghair namaz padhe nahi nikla ja sakta.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Koi harj nahi

Erklärung

Frage 20 von 20

1

Q20. Masjid ta'amir karwa dena hi kafi nahi. Masjid ki dekh bhal aur ______________________ bhi humari zimedari hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Unko abaad karna

  • Unka pehra dena

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung