Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

The fundamentals of PRAYER

2097
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 8 Jahre
Schließen

NAMAZ KE MASAEEL {TEST-7}

Frage 1 von 20

1

Q1. Namaz shuru ho chuki ho toh, muqtadi ko chahiye ke :-

Wähle eine der folgenden:

  • Imaam jis halat mein ho shareek ho jae

  • Qiyam mein shareek ho

  • Sajda aur ruku pura hone ka intezar kare

Erklärung

Frage 2 von 20

1

Q2. __________________ ke waqt namaz bajamaa't zaruri nahi.

Wähle eine der folgenden:

  • Bhuk

  • Rafae hajat

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 3 von 20

1

Q3. Namaz bajamaa't ka sawab akeli namaz ke muqable mein kitna hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 27 guna

  • Dugna

  • 10 guna

Erklärung

Frage 4 von 20

1

Q4. Jis imaam ko log pasand na kare, uski imaamat kaisi hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jaiz

  • Makruh

  • Koi harj nahi

Erklärung

Frage 5 von 20

1

Q5. Aurton ki namaz ke bare mein kya hukum hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Ghar mein padna afzal hai

  • Masjid jane se na roka jae

  • Dono jawabat durust hai

Erklärung

Frage 6 von 20

1

Q6. Jab____________________ hojae toh farz namaz ke alawa koi aur namaz nahi hoti.

Wähle eine der folgenden:

  • Masjid mein dakhil

  • Iqaamat

  • Azaan

Erklärung

Frage 7 von 20

1

Q7. Nabi (s.a.w.s) ne nabina shaks ko kya hukum diya ?

Wähle eine der folgenden:

  • Masjid ane ki rukhsat

  • Ghar par namaz ada karne ka

  • Namaz bajamaa't

Erklärung

Frage 8 von 20

1

Q8. Jo log Fajr aur Isha ki namaz ke liye masjid na aye, sahaba ikhram unko kya samjhte the ?

Wähle eine der folgenden:

  • Beemar

  • Ma'zur

  • Munafiq

Erklärung

Frage 9 von 20

1

Q9. Namaz bajamaa't ada karna ____________________ hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Farz

  • Wajib

  • Behtar

Erklärung

Frage 10 von 20

1

Q10. Jo shaks ek raka't bajamaa't pae, usko:-

Wähle eine der folgenden:

  • Ek raka't bajamaa't ka sawab milega

  • Puri namaz bajamaa't ka sawab milega

  • Namaz-e-bajamaa't ka sawab nahi milta

Erklärung

Frage 11 von 20

1

Q11. Surah Luqman mein hakeem Luqman ne kisko namaz qaym karne ki nasihat ki ?

Wähle eine der folgenden:

  • Apne beti ko

  • Apne bhai ko

  • Apne bete ko

Erklärung

Frage 12 von 20

1

Q12. Barish ke dauran masjid mein bajamaa't do namaze jama karna kaisa hai?

Wähle eine der folgenden:

  • Jaiz nahi hai

  • Makruh hai

  • Durust hai

Erklärung

Frage 13 von 20

1

Q13. Muqtadi dauran-e-namaz saff sedhi karne ke liye apni jagah nahi badal sakte.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih hai

  • Galat hai

  • Makruh hai

Erklärung

Frage 14 von 20

1

Q14. Kharab mausam aur intehai barish mein mua'zin azaan de kar aylaan karega ke "apne gharon mein namaz padhlo"

Wähle eine der folgenden:

  • Aisa nahi kiya jasakta

  • Ye sunnat ke mutabiq hai

  • Har haal mein namaz masjid mein padhna wajib hai

Erklärung

Frage 15 von 20

1

Q15. Do logon ki jamaa't mein imaam kahan khada hoga ?

Wähle eine der folgenden:

  • Muqtadi ke agey

  • Muqtadi ke baein (left) taraf

  • Muqtadi ke daein (right) taraf

Erklärung

Frage 16 von 20

1

Q16. Do admion ki jamaa't mein agar teesra admi shamil hojae toh :-

Wähle eine der folgenden:

  • Wo imaam ke daein (right) janib khada hoga

  • Wo imaam ke baein (left) janib khada hoga

  • Dono muqtadi imaam ke piche khade honge

Erklärung

Frage 17 von 20

1

Q17. Jis shaks ne imaamat ki niyyat na ki ho toh uski iqteda ___________________ hai.

Wähle eine der folgenden:

  • Jaiz

  • Na jaiz

  • Makruh

Erklärung

Frage 18 von 20

1

Q18. Jamaa't mein shamil hone ke liye bhagna chahiye.

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Galat

  • Koi harj nahi

Erklärung

Frage 19 von 20

1

Q19. Qaumah kise kehte hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • 2 sajdo ke beech mein baitne ko

  • Ruku se uth kar khade hone ki halat

  • Ruku ke pehle ki halat

Erklärung

Frage 20 von 20

1

Q20. Sub se zyada sunnat ki perwi karne wale sahaba :-

Wähle eine der folgenden:

  • Abdullah bin Umar (r.a)

  • Abdullah bin Salaam (r.a)

  • Abdullah bin Abdul Aziz (r.a)

Erklärung