Q1. Namaz-e-Ghrahan ke baad khutbah dena :-
Masnoon hai
Wajib hai
Jaiz hai
Q2. Kis ghazwae se wapsi par rasool (s.a.w.s) ne sahaba ikhraam ko farmaya ke Asr ki namaz Banu Quraiza mein jakar padhna ?
Ghazwae Ahzaab
Ghazwae Khandaq
Ghazwae Mustalaq
Q3. Namaz-e-ghrahan ka waqt kya hai ?
Chasht ka waqt
Jab ghrahan lage
Jis din ghrahan lage us din kisi waqt bhi padhi jasakti hai
Q4. Kis namaz ke liye logon ko jama karne ke liye kaha jata hai ke "Namaz tayyar hai".
Namaze Khauf
Namaze Ghrahan
Namaze Istekhara
Q5. Namaz-e-Khauf ke liye :-
Safar shart nahi hai
Safar shart hai
Hazr shart hai
Q6. Namaz-e-Kasoof aur Khusoof ki khaas baat kya hai ?
Qiraat buland awaaz se padhi jati hai
Taweel namaz padhi jati hai
Dono jawabaat durust hai
Q7. Istekhara ka ma'na kya hai ?
Allah se khair talab karna
Allah ki panah mein ana
Allah se maafi mangna
Q8. Sahaba ikhraam ka ek groh Banu Quraiza mein puhunch kar aur ek groh ka raste mein namaz ada karna. Kya zahir karta hai ?
Ek masle ke ek se zyada haal hosakte hai
Sahaba ikhraam ke darmiyan ikhtelaaf ko zahir karna hai
Nabi (s.a.w.s) ko sahaba se bahut mohabbat thi
Q9. Nabi (s.a.w.s) ne kis shaks ke liye khaas dua farmai ke "Allah aise shaks ke chehre ko tarwa tazah rakhe".
Logon ko maaf kar dene wala
Bahut zyada muskurane wala
Jisne hadeeth suni, yaad ki aur dusron tak puhchai
Q10. Istekhara kisko karna chahiye ?
Masjid ke imaam se karwaya jana chahiye
Jisko maslah darpesh hai
Ghar ka baad kare toh behtar hai
Q11. Namaz-e-Awwabeen ka waqt kya hai ?
Tuluh-e-suraj ke 15 minute pehle
Tuluh-e-suraj ke 2 ghante baad
Tuluh-e-suraj ke 2-2 1/2 ghante baad
Q12. Namaz-e-Chasht mein kitni rakate ada karna afzal hai ?
2
4
12
Q13. Istekhara ke baad khawab mein hari cheez ya hara rang dekhna kaisa hai :-
Allah ki taraf se kaam ki ijaazat milna hai
Allah ki taraf se kaam ki ijaazat na milna hai
Is baat ka istekhara se koi taluq nahi
Q14. Istekhara ka waqt kya hai ?
Raat ke waqt sone se pehle
Tahajjud ka waqt
Jab maslah pesh aye
Q15. Kis shaks ke din bhar ke kaamo ki zimedari Allah tala apne zime le leta hai ?
Chasht ki 4 rakat ada karne wala
Tahajjud ki 4 rakat ada karne wala
Asr se pehle 4 rakat ada karne wala
Q16. "Mubah" kamo se kya murad hai ?
Wo kaam jinko karne se sawab milta hai
Wo kaam jinko karne se sawab nahi milta hai
Wo kaam jinko karne se na sawab milta hai na chodne se gunah milta hai
Q17. Namaz-e-Fajr ada karne ke baad usi jagah chasht ka intezaar karne aur 2 rakat padhne ka sawab :-
Ek utni ki qurbani ke barabar hai
Ek hajj aur umrah ke barabar hai
Ek ghulam azaad karne ke barabar hai
Q18. Istekhara ke bawajood faisla mushkil ho toh :-
Bar bar istekhara duhrana chahiye
Khawab mein jawab ka intezaar karna chahiye
Ek dafa se zyada istekhara nahi karna chahiye
Q19. Humare muashre mein subse zyada toham parasti kis muamle mein pai jati hai ?
Suraj ghrahan
Chand ghrahan
Dono ke bare mein
Q20. Behtareen khata kar koun hai ?
Gunah ka ehsaas karke mayus hojane wale
Apne gunah ka dusron ko batane wala take dusre baaz rahe
Gunah ke baad fauran ruju karne wala