Asiya  Abdul Raoof
Quiz von , erstellt am more than 1 year ago

The fundamentals of FASTING

2876
0
0
Asiya  Abdul Raoof
Erstellt von Asiya Abdul Raoof vor mehr als 8 Jahre
Schließen

ROZON KE MASAEEL {TEST-3}

Frage 1 von 15

1

Q1. Roze iftaar karwane wale ke liye ek masnoon dua hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jee haan

  • Dua dene mein koi harj nahi

  • Jee nahi aisi koi dua nahi

Erklärung

Frage 2 von 15

1

Q2. Anbiya ki sunnat ke mutabiq :-

Wähle eine der folgenden:

  • Iftaar mein jaldi karni chahiye

  • Sehri mein der karni chahiye

  • Dono sahih hai

Erklärung

Frage 3 von 15

1

Q3. Hadeeth mein kis khane ko barkat wala qarar diya gaya hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Iftaar

  • Sehri

  • Dono

Erklärung

Frage 4 von 15

1

Q4. Roza iftaar karna masnoon hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Taza khajur, khushk khajur

  • Paani

  • Dono se masnoon hai

Erklärung

Frage 5 von 15

1

Q5. Namak se roza kholna masnoon hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jee haan

  • Jee nahi

  • Ye neeki hai

Erklärung

Frage 6 von 15

1

Q6. Kounse sahabi sehri se qabl azaan diya karte the ?

Wähle eine der folgenden:

  • Bilaal (r.a)

  • Ibn Umme Makhtoom (r.a)

  • Anas Bin Maalik (r.a)

Erklärung

Frage 7 von 15

1

Q7. Roze iftaar ki masnoon dua kounsi hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Aye Allah ! mein ne roza rakha aur imaan laya, tujh par bharosa kiya aur tere rizq se iftaar kiya

  • Pyaas khatam hogai aur rage tar hogai aur roze ka ajr In Shaa Allah pakka hogaya

  • Dono masnoon hai

Erklärung

Frage 8 von 15

1

Q8. Sehri khate huwe azaan hojae toh :-

Wähle eine der folgenden:

  • Khana fauran tark karde

  • Khana kha lena chahiye

  • Jaldi jaldi apni zaruriyat puri karle

Erklärung

Frage 9 von 15

1

Q9. Roza iftaar karane wale ka ajr roza iftaar karne wale ke :-

Wähle eine der folgenden:

  • Ajr se badh kar hai

  • Ajr ke barabar hai

  • Ajr se kam hai

Erklärung

Frage 10 von 15

1

Q10. Namaz-e-Maghrib ki tarah 2 tashahud aur 1 salaam se witr ada karna durust hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Sahih

  • Ghalat

  • Koi harj nahi

Erklärung

Frage 11 von 15

1

Q11. Nabi (s.a.w.s) ne Duae Qunoot :-

Wähle eine der folgenden:

  • Ruko se pehle padhi

  • Kabhi nahi bhi padhi

  • Dono batae durust hai

Erklärung

Frage 12 von 15

1

Q12. Sahaba mein sub se zyada umr pane wale sahabi koun hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Bilaal (r.a)

  • Anas Bin Maalik (r.a)

  • Abu Obaidah Bin Jarrah (r.a)

Erklärung

Frage 13 von 15

1

Q13. Nabi (s.a.w.s) se, ek se zyada tarah se witr padhna sabit hai ?

Wähle eine der folgenden:

  • Jee haan

  • Jee nahi

  • Namaz-e-Maghrib ki tarah witr ada kiye

Erklärung

Frage 14 von 15

1

Q14. Shabeena (ek raat mein pura Quran khatam karna) pasandida hai :-

Wähle eine der folgenden:

  • Jee haan

  • Koi harj nahi

  • Khilaafe sunnat hai

Erklärung

Frage 15 von 15

1

Q15. Aapke shaher mein 15 ghante ka roza tha. Aap sehri karke safr ke liye nikle, dusre shaher pohach kar 15 ghante baad roza khol lene mein koi harj nahi.

Wähle eine der folgenden:

  • Jee koi harj nahi

  • Thodi der aur karke kholna chahiye

  • Iftaar hazir jagah ke lehaz se kiya jaega

Erklärung